What is Bitcoin? बिटकॉइन की पूरी जानकारी



Bitcoins Kya Hai? बिटकॉइन क्या है, कैसे earn करे ? Hello, Dosto aaj mai hum bitcoin ke bare me sikhenge ki bitcoin kya hai ? Iska use kaise kare ? Bitcoins kaise earn kare ?


What is bitcoin ? What is Btc Hindi Me Jane


Bitcoin Kya Hai?

Bitcoin ek digital cryptocurrency hai. Aur ye virtual hai yane hum ise sirf internet pe use kar sakate hai. Aasan bhasa me samajana hai to bitcoin ko hum chu nahi sakate jaise hamare paise hote hai Rs.500, etc.
Bitcoin ko denoted (darshane ) ke BTC, mBTC, µBTC, Satoshi Etc. use kiya jata hai. Bitcoin ye open source hai ispar kisi ka adikar nahi hai  ise har koi use kar sakta hai jaise internet.


Also Read:
   

Bitcoin ka kya use hai ?

Bitcoin ka use aap online shopping ke liye kar sakate hai. Online Payment karne ke liye , Payment receive karne ke liye bhi kar sakte hai.
Agar aap ghar baitakar paise kama sakte hai bitcoin ke jariye.

                                   1 bitcoin ki kimat $3500 yane indian Rupes me Rs.238889 Ke Kariba hai iski kimat har din kam ya jyada (Upar-Niche ) hoti rahati hai.
Mai aapko bataunga ki aap ghar baite kaise free me bitcoin kama sakte hai. Agar aap meri di gayi site ko follow karenge to 1-2 mahine me aap lagbag 0.5 ya 1 bitcoin bana sakte hai. Yane Rs.15000- Rs.27000 Bana sakate hai.

Bitcoin Current Price:

1 Bitcoin = 238889.65 Indian Rupee

Leking uske liye bahut sari mehanat ki jarurat hogi. Aapko mai mere aage ki post me ye sab bataunga.

Bitcoin Send Ya receive karne ke liye apke pass bitcoin address hona jaruri hai. To chaliye janate hai bitcoin address kya hai?




Bitcoin Address Kya Hai?

Bitcoin address kuch is tarah hota hai
E.g. 30uAbMganupShBVTewXjrtvBv5MnDwf2hb

Bitcoin address me 27 to 24 alphanumeric character hote hai. Aasan bhasa me kahe to jaise aapka bank account number hota hai waise hi bitcoin address hota hai paise send, receive karne ke liye.

Bitcoin address yane account kaise banaye ye mai aapko age ki post me bataunga. Aur Bitcoin wallet yane jis site pe aap apna account banayene wo hoga aapka bitcoin wallet.
Bitcoin wallet aur bitcoin address ye alag alag hai.



Bitcoin Kaise Earn Kare ?

Bitcoin earn karne ke kafi sare tarike hai jaise Paid to Click Sites, Surfing advertisement, playing games, wo mai aapko aage ki post me samjauga ki bitcoin kaise earn karne hai.
Aur bitcoins se hui earning ko hum apne bank account me bhi jama kar sakate hai. Uske bare me aage ki post me bataunga.



Bitcoin Popular Kyon Hai ?

  ü Transaction ki fees bahut kam hai.
  ü Worldwide Payment Sends and Receives kar sakate hai.
  ü Open Source hai isko har koi use kar sakata hai.
  ü High Security hai.
  ü Offline ya online dono use kar sakte hai.


Aasha karta hu ki aapko ye meri post acchi lagi hogi. Agar apko koi bhi pareshani ho to comment karna na bhule.

Aur hamare latest updates ke liye hamara Facebook page like karna na bhule.
Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

5 comments:

  1. 1computer se 1se adhik account bna skte hai kya unocoin ka

    ReplyDelete
    Replies
    1. @ Amit,

      Ek se adhik 1 computer se bana sakate hai lekin 1 hi user ke name se nahi.

      Delete
  2. hi very nice article
    Thank you for sharing

    ReplyDelete
  3. hi there what is the cost of software i have lost 500 GB data

    ReplyDelete
    Replies
    1. @Kis software ki baat kar rahe hai?

      Delete