Facebook Like Box Kaise Add Kare Apne Blog Ya Website Me

Hollo, dosto aaj hum baat karenge ki apne blog me facebook like box kaise add karate hai. Facebook ye ek subse popular social networking site hai. Agar hum apne website ka facebook page banate hai to waha se aapko apne site ke liye acchi traffic mil sakati hai. Aur facebook like box apne blog pe add karne se koi new user aata hai to wo yaha se aapke facebook page ko like kar sakata hai.

facebook like box for blog

Facebook like box add karane par aapki site ki design bhi professional lagane lagati hai. To chaliye janate hai kaise facebook like box add karate hai uski maine 2 method batayi hai.



Facebook Like Box Add Karane Ke Liye Niche Ke Step Follow Kare :

Method 1:

Step 1: Facebook like box add karane ke liye aapke pass apni website ka facebook page hona chahiye. Uska url kuch is tarah se hota hai. www.facebook.com/hindimeearn

Yaha Pe apni details dale

Facebook Page Url : Waha pe aapko aapko apne page ka url dalana hai.
Tabs : timeline agar aap yaha se timeline select karate hai to aapke facebook like box ke niche aapke timeline post dikhayi degi niche screenshot dekhe.


facebook timeline


Width : width dale e.g.250
Height : height dale e.g.350
Uske bad get code pe click kar de. Iframe pe click kare aur code copy kar le.


iframe code copy karle



     

Method 2 :

Maine yaha pe jo code diya hai use copy kar le


Upar diye code me hindimeearn ki jagah apne page ka url dal de. Iski aap width aur height bhi badal sakate hai. Isme maine without timeline select kiya hai to ye niceh diye screen shot me dikhaya hai waise dikhayi dega.



   

Step 3 : Kisi bhi ek method se code copy kar le. Uske bad aapne blog ki dashboard me chale jaye.

Step 4: Niche layout me click kare aur add gadget pe click kare.

Step 5: Waha se Html/Text widget select kare.

html/java script add kar le


Step 6: code ko paste kar de save pe click kare.


code paste kare



All you have done. Aapne facebook like box successfully add kar liya hai. Agar aap facebook like button add karana chaye to niche ki step puri karo.




Step 2: fir niche information dal de.
Url to Like : me apne facebook page ka url dale.
Width : usme width dale e.g.250
Layout: Standard Rakhe
Action Type : Like


facebook like button


Get code pe click kare. Iframe me jo code hai use copy kar le. Aur is code ko apne blog ki html/text gadget me paste kar de. Facebook like button kuch is tarah dikhayi dega niche screen shot dekhe.

facebook like button


Aasha karata hu dosto ki aapko meri ye post acchi lagi hogi aur aapne apne site pe facebook like box add kar liya hoga. Agar koi problem ho to comment karana na bhule.

Aur latest updates ke liye humara facebook page like karana na bhule.
Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

0 Comments: