mobile se paise kaise kamaye-मोबाइल से पैसे कैसे कमाए


mobile se paise kaise kamaye, मोबाइल से पैसे कैसे कमाए.
Hello, dosto aaj hum online free recharge par baat karne wale hai jiski madad se aap daily free recharge kar sakate hai. Aur bahut se android application bhi available jiski madad se hum free recharge earn kar sakate hai. Aur ads dekhkar bhi recharge eran kar sakate hai. To chaliye janate hai ki kaise free recharge earn karate hai.

मोबाइल से पैसे कैसे कमाए
मोबाइल से पैसे कैसे कमाए 


Rupee For Free Kya Hai?

Rupee for free ek yesi site hi jispar hum daily ads dekharkar recharge earn kar sakate hai.  Is Site ne abi tak Rs.267, 910.00 ka recharge paid kiya hai. Aur is site pe abhi Total Members: 34424 active hai jo roz ads dekhake recharge earn karate hai.





Rupee for free ka 15926 alexa rank hai India me yane aap sochiye ki ye site kitni popular hai India me.
Is site pe aap alag-alag tarike se recharge earn kar sakate hai.
1. Ads Dekharkar
2. Shopping Karke
3. Inbox offers complete karke
4. Friends ko invite karke

Ads dekharkar kare free recharge:


1. Site Join karne ke liye yaha pe click karke aap official site pe chale jayenge.



2. Uske bad aapko apni details fill up karni hogi
Full Name, E-mail Address, Confirm E-mail Address, Username aur Password: 
Uske bad terms and condition accept karke register pe click kar de.


3. Aapko ek mail aayega uski link pe click karke mail confirm kar le.

4. Uske bad apna user name aur password delke login kar le.

5. Phir Earn Free Recharge => My inbox ads pe click kare samane dher sair ads hongi.


my inbox ads pe click kare



6. Kisi bhi 1 ads pe click kar de.


ad pe click kare


7. Ads load hone tak wait kare.
8. Phir image me se jo ulta picture hai us pe click kare de.


ulta picture hai us pe click kare


9. Aap sahi image pe click karte hai to aapki ads amount credit ho jayegi aur aapko yesa message aayega “Thanks For Watching “.


message ayega


10. Yese hi aapko sari ads one by one dekhani hai.

Dusare Tarike Se Earn Kare Free Recharge:


Rupee for free pe aur bhi tarike hai jisse hum recharge earn kar sakate hai.
1. Earn Free Recharge => Shop and Earn => Waha pe niche aapko bahut sari popular sites dikhayi degi. Agar aap waha se shopping karate hai to aapko cashback mil jayega recharge ke rup me. Shop and Earn se aap 75 % tar cashback kama sakate hai.


shop and earn cashback





2. Earn Free Recharge => Bonus offers => yaha se bhi aap bonus offer me participate karake yaha se Rs.100 tak recharge kar sakate hai.  Agar aap bonus offers me participate karte hai to aapko apna ip address aur user name dalana padata hai jo aap use karne wale hai.
Aapka bonus offers ki price 24 hours me aapke account me jama ho jayegi.



3. Earn Free Recharge => Refer and Earn => Apne friends ko refer karne par aapko apne friends se 11 % commission milata hai.

Recharge Kaise Kare?

Jab aapke account me kum se kum Rs.10 jama ho jane par aap apna mobile recharge kar sakate hai.
Recharge karne ke liye aapko upar Recharge me now pe click karna hai.
Uske bad click to Recharge => Enter mobile no, operator and amount click on Recharge is process ko follow karana hai.
Mobile Recharge Kaise Kare


Yahe se aap sirf aapna hi nahi koi bhi mobile recharge kar sakate hai apne friends ka etc. Rupee for free jayadatar sabi operator ka recharge kar deta hai. Jaise Idea, Vodafone, Airtel, Aircel, Reliance, BSNL etc.



Recharge karane ke bad aapka recharge receive hone ke liye kum se kum 24 hours ka time lag sakata hai. Waise to uske use pahali hi wo receive ho jayega.
Mai is site pe kafi din se kam kar raha hu aur maine kayi bar aapna mobile free me recharge kiya hai wo aap niche screen shot me dekh sakate hai.


Free Recharge Payment Proof


Aasha karata hu dosto ye post aapko pasand aayi hogi aur is ka upyog karke aap apna mobile free me recharge kar sakenge. Agar kisi bhi step me koi problem ho to niche comment karana na bhule.

Aur is post ko aapne dosto ke sath share kare.


Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

4 comments:

  1. Rupeefor free me registration kar rahe hain to invalid token likh rha hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. @ Viany

      Ek bar browser ki history, cache clear karo aur phir se try karo.

      Delete
  2. recharge karneka opsation nehi he

    ReplyDelete