Vijay Shekhar Sharma Ki Success Story from Zero to Hero

Dosto, Aaj hum bat karane wale hai vijay shekhar Sharma Ji ke bare Me. Kuch logo ko pata hoga ki Ye Paytm ke Founder Aur CEO hai. Agar nahi bhi pata to is post ko padane ke baad aapko pata lag jayega. Vijay ji ne kitani mehanat ki paytm ko is mukaam tak pahucha ne ke liye.

Vijay shekhar sharma paytm sucess story

Paytm Kay hai ?

Aaj jise dekho paytm ke bare hi bat kar raha hai. Paytm ye ek e-wallet hai jiski madad se hum online recharge, bill payment, online shopping aur bus, railway ki tickets bhi books kar sakate hai.
Paytm ka android aap 1 crore se bhi jayada logo ne download kiya hai.
Paytm aaj India Ka top most e-wallet hai.





Par kya aap janate hai ke aaj Paytm top most hai wo kisiki wajah se?
Vijay Shekhar Sharma Ji Paytm Ke founder aur CEO hai. To chaliye janate hai unke bare me. Vijay Ka kahana hai ki unhe paytm ka idea tab aaya jab unke pocket me Rs.10 the. Pahale Vijay Ji ne one97 naam ki company shuru ki thi. Aaj bhi wo paranet company hai.




Vijay Shekhar Sharma  Ji Ka Family Background:


Vijay Ji kam janm ek small village Aligarh, Utter Pradesh me hua. Aur unone aapna education hindi me complete kiya. Vijay ke pitaji ek School Teacher the.

Also Read:




Vijay Shekhar Sharma Ki College Life:

Wo apne school me bahut hi hoshiyar the. Aage Vijay Ji ne DCE (Delhi College of Enginearing ) ko admission liya. Vijay ji ki English bahut hi weak thi qyon ki wo rural area se the. Vijay jo pahale to English ki vajah se kafi problem ko face karana pada phir vijay ji apne sath dictionary rakhane lage. Aur English Apne dosto se, seniors se English sikhate gaye.
                         Vijay ji ka ye kahana hai ki rural background hone se unhe kafi madad mili wo aage dhire dhire kafi kuch properly sikhate gaye.
Vijay ji ne jab college join kiya to wo bhi sochate the ki college pura karane ke baad mujhe bhi auro ki tarah Rs.10000 ki job lag jaye to bus…! Wo jab college me the tabhi wo online magazine, newspaper padate the. Tabhi Vijay ji ne Silicon Valley Ke bare me pada. Aur unka aim padal gaya wo sochane lage ki job se behatar mujhe India me hi kuch karana chahiye.

Failure In Life:

Kisi bhi badi waqti jo ki aaj success hai wo kahi na kahi fail bhi hue hai. Par wo apne failure par rote baite nahi. Wo apni galatiyo se sikhate gaye aur unhe sudarate gaye.
Vijay ki life me kuch yesa hi hua tha Jab wo college me the to Vijay ji ne indiasite.net ki website banayi thi phir use bech diya.





Paytm Kab Shuru Kiya ?

Vijay Ji ne Shuru Me one97 pvt.ltd naam ke company shuru ki jo ki ek Phone directory thi jise aap kisi ka bhi number thund sakate the. Baad me kuch wahaj se unka business crashed ho gaya. Unke partner ne bhi unka sath chod diya. Ghar wale kahane lage ki koi job dhund lo. Aur Shadi ke liye bhi unke piche the par naukari na hone ke karan unse shadi karane ke liye koi bhi razi na tha.
Tabi smart phone bahut popular the usi ke related kuch karane than li aur PayTM Mobile Wallet ki shurwat ki. Aur ab 50 million logo ke 60 million transcation hote hai 1 mahine me.
Paytm ki promotion ki liye Cricket Ke sath Advertisement ki unone 200 corod Rs. Ispe Kharch kiye.




Vijay Ji kahate hai “I believe, IF you are it, you should got it. I believe Life got better with mobile payments. Cash Create Corruption in the economy,
E –commerce can help to remove that. “

To dekha dosto aapne ki agar man me kuch karane ki lagan ho to hum kisi bhi pareshani ka samana karke age bad sakate hai.

Apne aap ko dusare ke sath compare mat karo agar aapne yesa kiya to aap khud ki insult kar rahe hai yesa “HITLER” Ji ka kahana hai.

Information Source:
1. https://paytm.com/blog/paytms-vijay-shekhar-sharma-the-success-story-behind-the-man/


Dosto Agar aapko ye post acchi lagi ho to social media pe apne dosto ke sath share karana na bhule.
Previous Post
First

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

1 comment: