Blog Ke Liye XML SiteMap Kaise Banaye

Blog ke liye sitemap Kaise Banaye, Blog ke liye xml sitemap, website ke liye sitemap kaise banaye. 
Jab bhi hum new blog banate hai tab hume blog ka xml site map create karake google, yahoo me submit karana padata hai. To chaliye janate hai ki xml sitemap kaise create karate hai.

Blog Ke Liye XML Sitemap Kaise Banaye

New blog banane ke bad jab hum new post likhakar publish kar dete hai but wo post search engine me nahi dikhayi deti. Uske liye aapko site ka xml site map create karake use search engine me submit karana hota hai. Search engine is xml file ki madad se humari sabhi post ko crawl aur index karata hai.


XML Sitemap Kya Hota Hai?

XML Sitemap ek file hoti hai jisme aapke site Ke sabhi URL hote hai aur wo xml format me hoti hai. Is sitemap me 500 se lekar 1000 pages tak add kar sakate hai. Aur isse read karata hai search engine. Blog me hume robots.txt file me bhi xml site map add karana hota hai.
Xml sitemap custom domain aur blogger dono ko add karana jaruri hota hai.



XML Sitemap Kaise Banaye?

Maine yaha pe aapko 2 websites batayi hai aapko jo acchi lage waha se aap xml sitemap create kare.

Step 1:
Upar di gayi site pe chale jaye. Aapke samane kuch niche ki tarah image hogi.

Step 2:
Sab Information Fill Up Kare

Starting URL: isme apni site ka name dale jaise http://www.hindimeearn.com
Change Frequency: Always Select Kare
Last Modification: Server Response select kare
Priority: Automatically calculated priority
Start Pe Click Kare.



Step 3:
Ab aapke samane ek duara page aayega usme jo http://sitename.com/xml.sitemap file hai use copy kare. Aur google, yahoo in search engine me add kar le.


code ko copy kare







Ye website khas karke jo blogger (blogspot) hai unke liye hai.
Step 1:
Upar di gayi site pe chale jaye.

Step 2:
Apne blog ka url waha pe paste kar de. E.g. http://www.computerhelp8.blogspot.com Aur generate sitemap pe click kar de.

Blogspot Ke liye sitemap


Step 3:
Ab aapke samane dusara ek page ho jayega usme jo code hai jaise
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: http://www.computerhelp8.blogspot.com/atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500

Code Copy kare


Is code ko copy kare. Aur google, yahoo in search engine me submit kare.
Aur si sitemap ko robots.txt file me add karana na bhule. Jisse search engine aapke URL ko crawl aur index kar sakate hai.
In 2 sites se aap kahi se bhi site ke liye xml sitemap crate kar sakate hai. Agar aapko iske bare me koi aur Jankari chahiye to niche comment karake  jarur bataye aur humare latest updates ke liye subscribe kare aur facebook pe bhi hume follow kare.
Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

4 comments:

  1. sir search console pe kaunsa url submit karu?
    mere blog ka open url he- http://pyarmeindia.blogspot.com

    to kya sir search console pe .com wala url use karu?ya .in wala url..kyoki apke screenshot pe .in wala url he.

    aur sir kaunsi sitemap sabse best he.sitemap.xml ya atom sitemap?plz sir tell me.

    ReplyDelete
    Replies
    1. @ Gourab,

      Aap koi bhi url search console me add kar sakate hai. Aur dono .sitemap.xml aur sitemap? ye dono same hi hai, aap koi bhi use karo koi problem nahi hai.

      Delete
  2. aapne bhuat achhi jankari share ki

    mere blog me ye error aa rha hai.
    An error occured

    There was an error while accessing the URL specified
    Please make sure to specify the correct website URL and resubmit your request.

    maine karib 10 baar try kiya.
    plz umesh bhai iske bare bataiye

    ReplyDelete
    Replies
    1. @ Arman,
      Jab aap apne site ka address dalate hai tab usme start ko Http://www. aur aage site ka name jaise upar maine dala waise dal de.

      Delete