How to add Total Pageview, Visitor Counter in Blogger, Blogspot

Hello, Dosto aaj hum janate hai ki blog me total pageview counter kaise add kiya jata hai.

Kayi baar yesa ho jata hai ki, hum apne blog pe kitne visitor aaye hai ye blog pe show karana padata hai, ya karana chahate hai.
To is post me mai aapko bataunga ki apne blog pe total kitane visitor aaye hai ye kaise show kiya jata hai, aapko iske liye simple niche di gayi steps ko follow karana hai.

Total Page view / Visitor Counter show Kyon Kare?

Ab aapke man ye sawal to aaya hoga ki total pageview kyon show kare iska kya fayada hai.


Page view show karane se aapki site ko professional look mil jata hai.
Jo visitor, reader’s hai unko pata lag jata hai ki site kitani popular hai. jiske wajah se reader humari site pe lout kea ate hai, aur iske apni site ka bounce rate kam ho jata hai.

Total Pageview Kaise Show Kare?

Step 1:
Blogger.com pe login kare aur blogger dashboard par chale jaye.

Step 2:
Ab blog Layout me jaye phir -> add gadget -> Blog’s Stats ka widget add kare.

Blog stat

Step 3:
Configure stats counter:
Ab yaha pe hume iski setting karani hai.

total pageview

Title: me aap jo show karan chahe aap dal sakate hai.
Example:
You’re visitor number
Page views
Blog ke ab tak ke visitors
Time Period: ab isme aapko koun se page view show karane hai total, pichale 30 din ke ya phir pichale 7 din ke ye select kare.
Style:
Ab yaha pe hume blog pe number kis tarah ke show karane hai ye select karana hai. Graphs ke sath number show karana hai ya without graph ke sath show karana hai.
Setting karane ke bad save karde.

Step 4:
Save arrangement pe click karde.


Ab aapka blog open karake dekh le aapke blog pe total pageview, ya visitor show ho rahe honge.
Isko add karane se visitor ko samaj me aata hai ki humari site kitni popular hai.
To ab aapki bari hai, aapke blog me visitor counter add karake jarur dekhe.
Thank’s for post reading. Agar aapko ye post pasand aayi ho to comment me jarur bataye.

Blogger se reader humari aur bhi kuch post aap read kar sakate hai:

Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

8 comments:

  1. thanks for this wonderful post.

    ReplyDelete
  2. sir muje blog commenting sites bataiye orr muje blog ko chalate hue 8 month ho chuke h lekin pageview 40-50 hi aate h inko m kese badhau plzz help mee mere site ka addresh h https://kahanikikitab.blogspot.in ye full seo friendly h ki nhi ye bataiye

    ReplyDelete
    Replies
    1. @ Sarvesh,
      Aapka blog check kiya hai, aap kuch yesi post likho jo log search karate ho, iske liye aap google keyword planner ka use karo, aur seo ko follow karo tabhi aapki traffic increase hogi.

      Delete
  3. Sir mera Blog check karke bataye ki kaisa hai and template shahi hai ki nhi

    ReplyDelete
    Replies
    1. @Hindiv,
      Badhiya hai, aap domain buy karlo.

      Delete
  4. Sir best domin kaun sa rhega

    and keya aap domin add kar denge
    mere pass pc/laptop nhi hai or na hi best mobile nhi to mai khud hi add kar leta

    ReplyDelete
    Replies
    1. @Hindiv,
      .com best hai,aap apne kisi friend se domain setting karwa lo.

      Delete