Valentine Day क्या है ? 14 February को क्यों मनाया जाता है

Valentine ke bare me shyad hi koi youngster hoga jo is din ke bare me na Janata hoga. Lekin shyaad inme se kayi logo ko asal me valentine day kya hota hai? aur kyon manaya jata hai iske bare me pata nahi hai.

Valentine Day क्या है ? 14 February को क्यों मनाया जाता है

To chaliye janate hai ki aakhir 14 February ko valentine day kyon manaya jata hai.


Valentine Day Kya Hai?

Valentine day ko Sant Valentine Day bhi kaha jata hai. 14 February ko ye puri duniya me manaya jata hai.
Valentine day ke din Premi apne prem ka izhaar valentine card dekhar, gift, phool, ya phir sweet dekar ek dusare se karate hai.


Valentine Day Kyon Manaya Jata Hai?

Hum me se kayi logo ko ye pata nahi hai ki aakhir valentine day kyon manaya jata hai.
Valentine day ka naam Sant Valetine ke naam par rakha gaya hai. Sant Valentine kyon the?
Iske bare me ek kahanai kahi jati hai ki ROM me tisari sadi me Caludius Name ka raja tha. Uska manana tha ki shaadi karane ke purusho ki Shakti aur Budhi khatm ho jati hai.

Isliye Caludius ne apne rajya me yelan kar diya ki koi bhi sainik, adhikari mere rajya me shaadi nahi kar sakata.
Lekin raza Caludius ke is aadhesh ko Sant Valentine ne nahi mana unke vichaar iske viparit the. Isliye valentine ne pure rajya me logo ko vivah karane ke liye prerit kiya.


Valentine ne kayi logo, sainiko, ki shaadiya karawayi, Caludius ne apne aadhes ka palan na karane wale valentine ko 14 February ko fasi di gayi. Tabhi se Sant valentine ke name se valentine day manaya jata hai.
Lekin kayi logo ko iske bare me thik se pata nahi hai.

राजा क्लोडिअस के शादी ना करने के आदेश को संत वैलेंटाइन ने माना नही और उसके विरोध में वैलेंटाइन ने पुरे राज्य में शादी करने के लिए लोगो को प्रेरित किया और कई लोगो की शादी करवाई.
इसलिए 14 February राजा क्लोडिअस ने वैलेंटाइन को फासी दे दी. तभी से संत वैलेंटाइन के नाम पर ए दिन मनाया जाता है.

Pyar Karane wale log isi din ko apne pyar ka izhaar karate hai. Unke liye ye din kayi mayane rakhata hai.
India me bhi ab iska craze badhata ja raha hai. India me bhi ab ye din kayi log manate hai.
Lekin India me valentine day ko lekar new generation aur old generation me alag alag soch hai.


To ab aap jana gaye hone ki ye valentine day kya hota hai aur kyon manaya jata hai. 

Aap niche valentine day images download kar sakate hai.


Valentine Day HD Wallpaper





Valentine Day

Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

0 Comments: