Redmi 3S, Redmi
Note3, ko flipkart, amazon se kaise buy kare ye aaj hum is post me janenge.
Dosto, haal hi
me market me jis mobile ne dhoom machayi hai uske bare me to aapko pata hai
hoga.
Xiaomi company ka
Redmi ye mobile itna famous hai ki flipkart, amazon par isko buy karane
ke liye hume advanced booking karani pad rahi hai. sabse pahale janate hai ki
Redmi mobile me yesa kya hai jo itna famous hai.
Xiaomi ne note
3 ke do alag alag variation banaye hai. Jisme ek hai jo 2GB RAM and 16GB
internal storage space jiski price hai Rs.9999 aur dusara Redmi Note 3
Gold jisme 3GB of RAM and 32GB of large storage space jiski price hai Rs.11999.
Redmi Note 3:
Aapko mobile me
niche ki features milate hai. Specifications:
CPU: Snapdragon 650 High
performance
Chip-level security: Fingerprint sensor
RAM [Grey] :2GB
RAM [Gold] :3GB
Internal
Storage: 16GB and 32GB
Battery: 4050mAh
Back Camera: 16 MP
Front Camera: 5 MP
Weight: 164 g
Screen Size: 5.5 Inch
Redmi 3S:
Isme bhi aapko
2 variation milate hai 1 hai.
Redmi 3s jisme
2GB Ram, 16 GB, Internal storage jiski price hai 6999 aur dusara hai
redmi 3S Prime Jaime 3GB Ram, 32 GB Internal storage milata hai jiski price
hai Rs.8999.
Features
2 GB RAM
16 GB ROM
5 inch HD
Display
13MP Primary
Camera
5MP Front
4100 mAh Li-Ion
Polymer Battery
Redmi 3S Prime:
Features
3 GB RAM
32 GB ROM Expandable
Upto 128 GB
5 inch HD
Display
13MP Primary
Camera
5MP Front
4100 mAh Li-Ion
Polymer Battery
Flipkart Par Redmi 3S & Prime Ke Liye Registration Kaise Kare:
Step 1:
Sabse pahale
niche di gayi link pe chale jaye. Jisse aap flipkart ki redmi ki link pe
jayenge.
Step 2:
Ab niche Notify Now Pe
click karde.
Step 3:
Aapko jo mobile lena hai redmi 3s ya redmi 3s prime uska color dekharkar coming soon pe click kare.
Step 4:
Ab aapka email
id dale aur notify now pe click karde.
Jab stock
aayega to aapko ek mail aayega us mail se aap registration kar sakate hai.
Amazon Pe Redmi Note 3 Registration Kaise Kare:
Amazon par abhi
to hum registration nahi kar kar sakte hai. aap niche ki link pe jake check
kare. Usme bhi aap 1 month me 1 hi mobile order kar sakte hai.
“The order
quantity for this product is limited to 1 unit per customer in 30 days.
Please note
that orders which exceed the quantity limit will be auto-canceled.”
To halaki hum
sirf flipkart se hi le sakate hai lekin jald hai amazon par bhi registration
shuru ho jayega.
To aapke
friends ke sath pe post share kare aur jaldi se aapka manpasand mobile aaj hi
book kare.
muje bhi redmi 3s prime lena h. kese registration kare ?
ReplyDelete@ Vijender,
DeleteAap upar di gayi link se flipkart, Amazon se buy kar sakate hai.