Airtel aaj India
Ki sabse popular telecom company hai. Airtel bahut acchi services provide
karata hai. Ye USSD codes all over India me sabhi ke liye ek hi hote hai, jiska
use karake hum balance enquiry, internet pack activate kar sakate hai. Agar
aapko kuch problem aati hai to aap customer care se bhi baat kar sakate hai. In
codes ki madad se 3G internet bhi activate kar sakate hai.
Airtel All USSD Codes (Works In Maharashtra):
Mobile Number Check Karane Ke Liye - *282#
|
Balance Check - *123#
|
Active 3G services - SMS 3G to 121
|
Instant Help - *121# (My Number, Special offers, Recharge, Balance,
data services, DTH, Airtel Money)
|
Airtel To Airtel Local Minutes - *121*1#
|
Local/ STD/ ILD/VAS Balance - *121*3#
|
STD Minutes - *121*4#
|
Voice SMS - *121*6#
|
Daily Count of SMS - *125*5#
|
2G Internet Balance Check - *121*7#
|
3G Internet Balance Check -*121*11#
|
Airtel Gift Services - *141# (Share Talk time, advance internet
etc)
|
Special Six Offers - *222#
|
Unlimited 2G Internet Cyber Pack - *567*100#
|
Daily SMS pack - *555#
|
Internet Services - *567# (2G, 3G, Special Pack, Internet Loan,
Hot Data etc.)
|
Start any services - SMS START to 121
|
Stop any services - SMS STOP to 121
|
DND Service – 1909
|
(Agar aap DND- Do not Disturb Activate Karna chahate hai to aapko
START 0 ye message type karke 1909 pe send karana hoga. 7 Din ke ander aap ke
mobile pe jo company ke message aur call aate hai wo aana band ho jayega.)
|
Airtel Entertainment - *321#
|
Customer Care – 121
|
Agar aapko koi pareshani ho ya, kisi vajah se aapka balance kum ho gaya hai to aap airtel customor care par call kar sakate hai. Is number par aap bina balance karch kiye call kar sakate hai.
Airtel Customer
Care number: 198 Toll Free
To dosto ye to
ho gaye airtel ke USSD Codes ki list. Agar aapko iske bare me aur pata hai to
aap humare sath wo code share kar sakate hai. Nihe comment me humare sath jarur
share kare. Aur aapke pass bhi koi post hai to guest post ke jariye humare sath
share kar sakate hai.
Airtel me last tree calls kaise check kare
ReplyDelete