Agar aapko kisi
dost ko free sms send karana hai, wo bhi free me to is post ko read kare, aapko
free sms send karane ki websites ki list yaha pe mil jayegi.
Kabhi-kabhi kya
hota hai, hume apne friends ko kisi day ke liye wish karana hota hai, jaise new
year ke liye wish karana hai, tab aapko mobile ki jo sms service hai, wo to us
din bahut mehangi hoti hai, aapko per sms ke liye Rs.1- Rs.1.5 dena padata hai.
To iske bajay hum kya karate hai, online sms ki sites se free me sms send kar
sakate hai. In websites ki khasiyat ye hai ki 1 din me hum in sites se 30-40
sms send kar sakate hai.
Free SMS Send Karane Ki Websites List:
1. www.way2sms.com/
Feature:
Free
100% Message
Deliver Hota Hai
Group Sms send
kar sakate hai.
2. http://www.afreesms.com/freesms/
Features:
Registration Ki
jarurat nahi.
World Me Kahi
Bhi Sms send kar sakate hai.
160 Character
ka sms send kar sakate hai.
3. http://site2sms.com/free-sms
Features:
Registration
Required.
Mobile Number
Track Kar Sakate hai.
260 Character
ka message send kar sakate hai.
Voice Calling
and Voice Sms
4. https://www.fast2sms.com/free-sms-without-registration.php
Features:
Without
registration ke sms send kar sakate hai.
Group sms send
kar sakate hai.
Contact Save
Kar sakate hai.
5. http://smsti.in/send-free-sms/
Features:
No Registration
160 Character
Sms
6. http://fullonsms.com/login.php
Features:
264 Character
Sms
Free Wallpapers
and FB Covers
7. http://www.24sms.net/
Features:
International
Sms send kar sakate hai.
160 characters
ka sms send kar sakate hai.
8. http://www.foosms.in/
Feature:
Is site par
registration karane ki jarurat nahi hai. Sirf site pe chale jaye mobile number
enter kare language select kare message type kare aur sms send kare. Message ki
length 145 character tak hi send kar sakate hai.
9.
http://www.160by2.com/
Is site pe
registration required hai. Is site se free sms send kar sakate hai.
In Sites Pe Registration Kaise kare?
Jin Sites pe
registration required hai waha pe jake aapko new account, ya new registration pe
click karana hai. Aapko jo information puchi jaye jaise name, mobile number,
email id wo dalakar registration karana hai. Baad me aapko apna mobile number
aur email id verify karana hota hai.
Sabhi site pe
registration ke liye yahi procedure follow karani hai.
Android Mobile Ke Liye Free SMS Applications:
Agar aapke pass
android mobile hai to aap google play store se application download karke message
send kar sakate hai.
Ye websites
sabhi operator ko support karati hai, jaise Airtel, Idea, Vodaphone, Tata Docomo,
Reliance etc. In websites ke jariye hum India me hi nahi bulki India ke bahar
kahi bhi sms send kar sakate hai. Wo bhi bilkul free me. Iskeliye aapko 1 paisa
bhi karch karane ki jarurat nahi hai.
In sites se sms
send karate waqt kuch baate dyan me rakhe ki hum DND (Do Not Disturb) shuru hai
us number par sms send nahi kar sakate hai.
Aapko ye post
kaisi lagi comment me jarur bataye. Aur apne dosto ke sath jarur share kare.
0 Comments: