Sabse cheap, sasti hosting, hosting kaha se kharide.Yaha tak $1 Per month me hosting milegi. Jab bhi hum
website banate hai tab uske bad baat aati hai, domain aur hosting
hum soch me pad jate hai ki cheap (saste) me domain aur hosting kaha se
mil sakati hai.
Website banane
ke baad sabse first kam hota hai top level domain register karana. Internet par
aaj bahut si site hai jaha se hum domain aur hosting kafi kum paiso me karide
sakate hai. Sabse pahale jo newbies hai jo ki bilkul unknown hai domain aur hosting
se unke liye domain aur hosting kya hai ye hum janate hai.
Domain
Kya Hota Hai?
Domain name
yane humare site ka address hota hai. Internet se humari site open karane ke
liye ek unique address hota hai usme domain name aur top level domain code
hota hai. Isliye hume site ke liye domain purchase karana padata hai.
Example:
Yoursite.com,
yoursite.in, yoursite.org etc.
Hosting
Kya Hoti Hai?
Ab hum ye
janate hai ki hosting kya hoti hai. Agar aapki site wordpress par banana
chahate hai to aapko domain ke sath hosting ki bhi jarurat padati hai.
Internet par
humari site ke post, images, ko save, display karane ke liye jo space
lagata hai, usko hosting kaha jata hai.
Ek server hota
hai jiska kuch hissa hum apni site ke liye rent (bhade) pe lete hai, usko
hosting kaha jata hai. Uske liye alag alag plan hote hai monthly, yearly etc.
Hosting plan
space aur speed ispar depend hota hai.
Cheap Domain Kaha Se Le:
Maine kuch site
ki list di hai jaha se aapko kafi saste me domain aur hosting mil jati hai.
Site ke name se
hi pata chal jata hai ki yaha se domain bahut hi saste damo me mil jata hai.
Yaha pe aapko sabhi top level domain jaise .com, .net, .org, .us, .info, .co
etc mil jata hai.
.com domain
aapko
1 year – Rs. 719
2 Year – Rs. 713
3 Year - Rs. 706
Mil jata hai.
Aur .us domain sirf Rs.60 me mil jayega.
2. 1and1.com
Yaha pe bahut
acchi offer chal rahi hai yaha pe aapko .com aur .in domain sirf $0.99 (RS.65)
/ First Year ke liye mil raha hai. Isse sasta aapko kahi nahi mil sakata.
Other Domain
aapko
.me -$9.99
/year
.info -$0.99
/year
.org-$2.99
/year
.us- $10.99
/year
3. Godaddy.com
Godaddy ek
award winning website hai. Iski advertisement bhi hum daily T.V. per bhi dekate
hai. Is site par aapko 24*7 support milata hai. Godaddy par bahut acchi offers
hoti hai jisme aaj aapko Rs.125 me .com domain mil raha hai. To wahi best coupons
offers bhi hoti hai jiski help se hum Rs.99 me .com domain le sakate hai
4. Bigrock.in
Big rock bhi ek
acchi site hai jaha se hum cheap damo me domain purchase kar sakate hai.
Special offers me hum .com domain Rs.99/ year ke liye register kar sakate hai.
Ye to ho gayi
domain name register karane ke liye cheapest sites.
Hosting Kaha Se Le:
Webhosting lene
ke liye subse acchi to sites hai wo hai godaddy aur hostgator to chaliye inke
plan ke bare me janate hai. Hosting lete samay hume disk space, bandwidth, up
time in sub ke bare me sochana padata hai.
1. Godaddy.com
Mai yaha pe
wordpress hosting ke bare me baat kar raha hu.
Basic Plan –
Rs.99/Month
Isme aapko 1
website, 10 GB space, 25000 monthly visitor mil jate hai.
Deluxe Plan –
Rs.309/Month
1 website, 15
GB space, 100000 monthly visitor, SEO Plugin
Ultimate Plan –
Rs.549/Month
2 website, 30
GB space, 400000 monthly visitor, SEO Plugin, Malware scan removal
Developer Plan –
Rs.959/Month
5 website, 50
GB space, 800000 monthly visitor, SEO Plugin, Malware scan removal
2. Hostlelo.In
India ki sabse cheap aur best hosting site hai jaha par hume per month ko sirf $0.5/per month me hosting mil jati hai. Plan aap niche dekh skate hai.
Best hosting hai,kyon ki maine personally ye use ki hai. Agar aap newbie hai to ye best choice hai.
India ki sabse cheap aur best hosting site hai jaha par hume per month ko sirf $0.5/per month me hosting mil jati hai. Plan aap niche dekh skate hai.
Best hosting hai,kyon ki maine personally ye use ki hai. Agar aap newbie hai to ye best choice hai.
Is site pe
aapko three plans milate hai humare site ke visitor ke anusar hum hosting ka
plan select kar sakate hai.
Hatcling Plan -
$5.56/Month
Single domain,
1 click installation, Shared SSL Certificate
Baby Plan -
$7.96/Month (Recommend)
Unlimited domain,
1 click installation, Shared SSL Certificate
Business Plan -
$11.96/Month
Unlimited domain,
1 click installation, Premium Support, Private SSL & IP
To in 2 site me se aap kahi se bhi hosting le sakate hai waise to internet par bahut sari websites available hai lekin ye jo do sites hai wo kafi popular, customer ko support provide karane wali sites hai.
Is post me
humane jana ki hum kaise cheaply domain aur hosting purchase kar sakate hai.
Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye. Aur kahi koi problem ho to wo
bhi jarur bataye.
Sir Maine bhi ek blog banaya hai lekin mere blog par traffic nahi ata kya karu ? (mai bhi aurangabad, maharashtra se hu)
ReplyDelete@Hindi techno guide,
DeleteAap facebook page par message kare.