Best Android Apps for Blogger, Blogging ke Liye Best best apps, jisse aap apna blog manage kar sakate hai.Hello, dosto aaj mai
aapko top 10 android application ke bare me batane ja raha hu jo har kisi blogger
ke mobile me install hone jaruri hai. Aaj kal blogging ko carrier ke hisab se dekha
ja raha hai.
Aaj kayi user blog ko maintain karane ke liye apne android mobile ka bhi use karate hai. Agar aap ghar se bahar hai to aap is apps se apne blog ko maintain kar sakate hai. Aur jin logo ke pass PC ya Laptop nahi hai unke liye to ye sunhara avasar hai. To chaliye janate hai in aaplication ke bare me.
Aaj kayi user blog ko maintain karane ke liye apne android mobile ka bhi use karate hai. Agar aap ghar se bahar hai to aap is apps se apne blog ko maintain kar sakate hai. Aur jin logo ke pass PC ya Laptop nahi hai unke liye to ye sunhara avasar hai. To chaliye janate hai in aaplication ke bare me.
Top 10 Android Apps For Blogger:
1. Wordpress:
Aaj bahut se jo
blog chahe wo self-hosted ho ya wordpress blog ho aap is application ke jariye
maintain kar sakate hai. Is aaps ke jariye aap post ko edit, aur post kar
sakate hai. Apne site ki Comments ko manage kar sakate hai.
2. Blogger:
Blogging karane ke
liye 90% se jayada log blogger.com ka use karate hai. Kyon ye google ki service
hai to bilkul free aur easy hai isliye Jayda tar log blogger.com se hi apni
blog ko maintain karate hai.
Is aap ki madad se
aap post ko edit aur publish kar sakate hai. Blog
ki comment ko manage kar sakate hai.
3. Google Analytic:
Google analytic
google ka free tool hai jiski madad se hum apne blog ki traffic ko track kar
sakate hai. Jab aap is application ko install karenge to aap apne site ka
statistics dekh sakate hai.
4. Google AdSense:
5. Facebook:
Facebook
application ki madad se aap apne blog post ko facebook pe share kar sakate hai.
Facebook
ki news feed, friend’s ki timeline check kar sakate hai. Is aaplication se aap
new photo, videos, upload kar sakate hai.
6. Google+:
Google + se bhi
aapko acchi traffic mil jati hai. isliye aapko ye aaplication use karana
chahiye apne blog post ko publish karane ke bad aap google+ par share kar
sakate hai, aur manage kar sakate hai.
7. PayPal:
Paypal
aaplication ka use aap secure online payment karane ke liye kar sakate hai.
Apna paypal account manage kar sakate hai, balance check aur withdraw kar
sakate hai. Aur apne kiye gaye transaction history ko bhi check kar sakate hai.
8.
Tumblr:
Tumblr ek social
networking platform hai jaise facebook hai. Is application ki madad se aap
text, images, aur videos share kar sakate hai. Aaap apne mobile me jo contact
hai unhe search karke follow kar sakate hai.
9. Twitter:
Twitter application
ki madad se aap apne blog ki post ko easily twit kar sakate hai. Aap apne
friends ko follow kar sakate hai.
10. Google chrome:
Google Chrome Sabse
badiya Browser hai. Iske jariye aap apne blog ka view, desing ko maintain kar
sakate hai. Google chrome ko kisi extra plug in ki jarurat nahi padati.
To dosto aaj maine
aapko behatarin 10 android apps bataye hai jo har kisi blogger ke mobile me
install hona jaruri hai. Agar aapke pass bhi koi software hai to niche comment
me naam jarur bataye.
0 Comments: