Aaj din ba din
nayi nayi technology market me aa rahi hai. To in latest technology se related
jo seminars hai unke bare me aaj hum janate hai.
Latest Seminars Topics For Computer Science:
1. 3D Printing
2. E-Ball Technology
3. 3D password
4. 5 Pen Pc
Technology
5. 4G
Technology
6. Active
Server Pages (ASP)
7. Android
8. Blue Ray
Disc
9. Cloud
Computing
10. CAD/CAM
11. Cyber
Crimes & IT ACT 2000
12. Brain Chips
13. CAPTCHA
14. C#
Programming Language
15. TCP/IP
Protocol
16. MAC Address
17. IP V 6
Protocol
18. Storage
Area Network (SAN)
19. Team Viewer
20. Human Computer
Interface
21. Social
Networking Sites
22. AI
(Artificial Intelligence)
23. Gi-Fi
24. Li-Fi
25. GPS (Global
Position System)
26. Linux
27. Firewalls
28. Google
Glass
29. Electronic
Cash (E-Cash)
30. Zigbee
Technology
31. Virtual
Keyboard
32. Teleportation
33. XML
(extended markup Language)
34. MPEG-7
35. Bluetooth
36. Mind Reading
Computer
37. 3D
Television
38. Windows 10
& It’s features
39. DNA (Domain
Name System)
40. Digital
Signature
41. Data
Warehousing
42. Biometric
System
43. Java
44. Computer
Virus
45. Mobile
jammer
46. Mind
Reading
47. Robotics
48. Search Engine
Optimization (SEO)
49. Software
Testing
50. Voice over
Internet Protocol (VOIP)
51. Search
Engines
52. Client
Server Architecture
53. Wi-Fi
Ye to ho gaye
kuch latest seminars topics ab topics to mil gaye ab iski ppt aur report kaise
banaye. Ye bhi mai aaako bataunga bilkul hi simple way hai.
Aapne jo
seminar topic choose kiya hai usse Wikipedia pe search kare. Aapko Wikipedia pe
topic se related sabhi Jankari mil jayegi. Ab waha se wo information copy karle
aur word, ya text editor pe paste karde.
Report Kaise Banaye? Report Me Kya Kya Hona Jaruri Hai?
Agar aapko college
ki taraf se report banane ke liye format diya gaya hai to ussi format me report
banaye aur agar format nahi diya gaya hai to mai aapko bataunga ki kaise report
banaye.
Ab first page
me aapka name, college name, topic name add karde.
Second page me table
of content banaye jaha pe aapke topic se related sabhi points waha pe add hone
chahiye.
Report me Kya
Likhe:
Topic
Introduction
History
Details about
Topic
Advantages
Disadvantages
Applications
Future Scope
Conclusion
Reference
Ye sub topics
one by one aapke report me aane chahaiye.
To ab aap samaj
gaye hone ki report kaise banaya jata hai. Agar aapko kisi topic se related koi
problem ho to niche comment me bata sakate hai. Aur agar aapke pass koi latest seminar
topic ho to comment me wo bhi suggest kar sakate hai.
Agar aapko ye
post pasand aayi to aapke friend’s ke sath jarur share kare. Aur humare Facebook page like karana na bhule.
Thanks’ For
Reading J
0 Comments: