C program jiski help se hume triangle
ka area find karane wale hai.
Hume kisi triangle ka base aur
height di gayi hoti hai tab hume uska area calculate kaise karana hai ye hum is
program me janane wale hai.
C Program To Calculate Area Of Triangle
Program Logic:
Hume height aur base enter karani
hai aur jo hume float me declare karani hai, aur usko third variable area me
save karana hai.
Formula:
Area of triangle = (height *base)/2
Program:
// WAP to find area of a triangle
if Base & Height is given
Output:
Enter base & height of
triangle
50
20
The area of the triangle is
500
Agar aapka koi question ho to app comment me puch sakate hai. Huamre latest updates pane ke liye humara facebook page jarur like kare aur subscribe karana na bhule.
Agar aapka koi question ho to app comment me puch sakate hai. Huamre latest updates pane ke liye humara facebook page jarur like kare aur subscribe karana na bhule.
thanks for the jankari.
ReplyDelete@ Most Welcome Rupa Ji, Keep Visiting....
Deleteaap ka blog bhi bahut accha hai sir kya aap ye bata sakte hai ki aap apne blog ke liye image kaise or koun si site se banate hai
ReplyDelete@Hindimenote,
DeleteMai images in 10 sites se leta hu.
or sir kya aap mujhe ye bata sakte hai ki google adsense ke liye mere ek post me lagbhag kitne word hone chahiye lagbhag 800 word kam to nai honge
ReplyDelete@ Article unique ho to aap 500-700 words me bhi likh sakate hai lekin 800-1000 wrords best ki post ho to accha hai.
Deletesir agar koi user u.s.a me hamare adse par click karta hai to uske kitne rupye milte hai india or india ke user click kare hai to uske kitne milte hai
ReplyDelete@ Hindimenotes,
DeleteWo cpc rate pe depend hota hai.India ki tulana me USA ka click rate bahut jayda hai.