Youtube Video Par Subscribe Button Kaise Add Kare

Agar aap ek youtuber hai to aapke dimage me ye question aaya hoga ki apne videos par subscribe button kaise add kare.

Youtube Video Par Subscribe Button Kaise Add Kare

Hum youtube par apan channel banakar usko adsense ko jodkar monetize karake lakho rupay kama sakate hai, aur kayi log isse paise bhi kama rahe hai.
               Jab bhi hum kisi ka video youtube par dekh rahe hote hai, tab usme hume subscribe button show hota hai. Jaha par click karane par wo channel subscribe ho jata hai.



Agar aapka bhi youtube channel hai aur aapko pata nahi ki video par subscribe button kaise add kiya jata hai to is post ko thik se read kare aapko mai bataunga ki apne videos par subscribe button kaise add kiya jata hai.

Subscribe Button Add Kyon Kare:

1. Subscribe button video par add karane se humare subscriber easily increase ho jate hai.

2. Viewer easy humara channel subscribe kar sakata hai.



3. Sabhi professional channel par is tarah ka subscribe button add hota hai, isliye hume bhi add karana chahiye.

Youtube Video Par Subscribe Button Kaise Add Kare

Aap chahe to apne channel ke liye apna logo subscribe button ke taur par add kar sakate ahi.
OR
Google se subscribe button ki image download karale.

Step 1:
Apne youtube channel ko open kare. Aur apne channel ke dashboard par chale jaye.



Step 2:
Channel ka jaha par humane description diya hota hai, waha par ek setting ka icon hota hai, uspar click kare.

Setting Icon

Step 3:
Uske bad ek popup open hoga usme advanced settings par click kare.

Advanced Setting

Step 4:
Uske bad channel me niche hume branding ka option show hoga, branding par click kare aur aage add watermark par click karde.

Add Watermark

Step 5:
Next step me hume ab subscribe button hai usko select karana hai, agar aap chahate hai ki aapka logo hi subscribe button ke taur par use ho to wahi choose kare.
Choose file par click karake subscribe button ko select kare aur Save par click kare.

Choose File

Step 6:
Ab next hume branding watermark me humara button show hoga aur right side me Display time me 3 option honge. Usme se ek option Entire video select kare yesa karane se subscribe button video start hone par dikhayi dega aur wo pura video end hone tak show hoga.

Entire Video

Ab humane apne video par successfully subscribe button add kar liya hai.
Video ke open karake aap check kar sakate hai ki button show ho raha hai, ya nahi.
Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye. Humare blog ke latest updates pane ke liye subscribe jarur kare.



Also Read:


Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

0 Comments: