Xiaomi Redmi Note 4 Ki Price & Features

Xiaomi Company ne haal hi me unka naya Phone redmi Note 4 India Me Launch kar diya hai. Aur Redmi note 4 hum flipkart aur mi store se buy kar sakate hai. To chaliye is phone ke bare me details me janate hai, ki is mobile ki kya kya khasiyat hai, features hai.

Redmi Note 4 Features:

Isse pahale redmi note 4 chaina me lauch ho chunaka hai, but India me 23 January 2017 se Flipkart aur Mi store par milana shuru hoga. Agar aap is phone ko buy karana chahte hai to 23 January ko 12 PM ko aap flipkart se buy kar sakate hai.

Note 4 hume 2 alag alag variant me milega.
1. First variant: Isme hume 4GB RAM aur 64 ROM milegi jiski kimaat hogi, Rs.12999
2. Second Variant: Isme hume 3 GB RAM & 32 ROM milegi jiski price hogi Rs.10999

Features:

Xiaomi Redmi Note 4 Ki Price & Features

Display:
5.5” Full HD Display

Storage:
3 GB RAM & 32 GB ROM
4 GB RAM & 64 GB ROM
Expandable upto 128 GB Jisme Micro SD card ka use kar sakate hai, but isme Hybrid slot milega.

Camera:
Camera facility lagbhag sabhi mi model ko same hi di hai, chahe wo Redmi 3s, Prime, Note 3 ho.
Primary Camera: 13 megapixel
Secondary Camera: 5 megapixel


Battery:
4100 mAh (Remove nahi kar sakate)
Operating System & MIUI:
Marshmallow 6.0.1
MIUI 8

Processor:
Qualcomm Snapdragon 64-bit

Connectivity:
Supported Networks 4G LTE, 4G LTE
GPS, Wifi, Bluetooth etc.

Warranty:
1 Year for mobile & 6 Month for Accessories
Remdi note 4 hume 2 variant me milega jo 2 colors me available hai gold, dark gery.

Where & How to Buy Redmi Note 4:
Agar aap redmit note 4 buy karane ja rahe hai to aapko ye sirf 2 jagaho par milaga first mistore par aur second flipkart par.
Redmi note 4 hume January 20, 2017 ko 12 Noon ko flipkart aur mi store par milaga jaha par sale se buy kar sakate hai.



Simple Tips to Buy Redmi Note 4:

Agar aap flipkart se mobile buy karane ja rahe hai to aapko niche di gayi step follow karani hogi tabhi aap flash sale me mobile buy kar payenge nahi to waha pe out of stock ho jayega.

Mi ke mobile bahut Jayda popular hone ki wajah se kayi log flash sale me wo karid nahi pate hai, kyon 4-5 minutes ke under hi wo out of stock ho jate hai.
Isse bachane ke liye aap niche di gayi step follow kare.

Step 1:
Flipkart aur account create kar le aur apne profile me pahale hi apna email id & delivery address add karale.



Step 2:
Flash sale start hone se pahale hi 10 minute apne flipkart account me log in karale. Aur waha pe flipkart par Redmi note 4 Search kare. Aapko jo variant aur color pasand hai usko select kare.
e.g. 12 PM ko flash sale start hota hai to aapko 11.50 ko hi log in karana hoga.

Step 3:
Lekin hume waha pe BUY Now ka button show nahi hoga, waha pe sirf NOTIFY ME ka button show hoga. Jaise hi time 11.50 ho jata hai, aapke flipkart ki website jaha hume apna mobile ka select karake rakah hai usko har 4-5 second ko page refresh karana hai.


Step 4:
Hume page ko tab tak refersh karana jab tak Add to Cart & Buy Now ka button show nahi hota.
Jaise hi button show ho, BUY NOW par click karde. Ab Payment method chune aur final order cofirm karde.

Is tarah hum falsh sale me Redmi Note 4 BUY kar sakate hai. Aapke koi sawal ho to comment me jarur puche.

Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

0 Comments: