Hello, dosto aaj mai aapko batane ja raha hu ki hum apna professional resume Kaise bana sakate hai. Professional resume ya Curriculum Vitae ki jarurat har kisi ko hoti hai jab hum kahi par job ke liye aaply karate hai ya interview ke liye chale jate hai tab waha pe aapko apna resume dena padata hai. Aaj hum yahi janege ki ek professional resume kaise banate hai.
Professional Resume for Fresher Aur Experience Walo Ke Liye:
Maine niche ek
resume format banaya hai aap bhi isi tarah aapka resume bana sakate hai.
Resume Banate Samay Dyan Me Rakhane Wali Baate:
1.
Original Information Provide Kare
Resume me sirf original information hi dale koi bhi galat
information na dale agar aap galat information dete hai ise aapko nuksan hi
hoga.
2.
Qualification Details Provide Kare:
Lower to higher education fill karate chale. Qualification details
dete samay jo higher level education hai usi par Jayda focus kare.
3. Write About Your Skill:
Aap ke under jo skill hai use resume me wahi fill up kare. Suppose
mujhe blogging me jayada interest hai to mai blogging skill fill up karunga.
4. Provide Current & Permanent Address :
Apko apne resume me current aur permanent address dono mention
karane hote hai. Aur uski ke sath apna mobile number aur email id bhi dena
padata hai.
5. Certifaction & Other Details:
Agar aapke pass kisi course ka certificate hai to use bhi add
karle.
6. Hobbies :
Apne hobbies ko bhi resume me mention karana jaruri hota hai.
7. References:
Agar aapke pass kisi ka reference ho to use bhi apne resume me add
karle. Kyon ki jadatar job reference par hi depend karate hai.
Maine niche apni
jankari dali hai aap use edit karke apni jankari fill up kar de. Aur agar koi
field aapke qualification ke liye match nahi karati to use delete kar de.
Mai Computer
Science Ka Student hu isliye main apne hisab se resume banaya hai usko aap apne
hisab se edit kare.
Resume
Name: Umesh
Chavan
Address: Maharashtra,
Maharashtra-India.
Email:
Ch123@gmail.com
Contact No:
www.hindimeearn.com
Educational
Qualification:
Degree
|
College
|
University
|
Year
|
Percentage
|
B.Sc.(computer
science)
|
SC computer education
|
Dr.BAM
University |
2015
|
84%
|
HSC
|
DPM
College
|
Pune Board
|
2012
|
60%
|
SSC
|
DMV
High School
|
Pune Baord
|
2010
|
74.91%
|
Technical Skills:
Programming Languages: C, C++, Vb.net
Operating
system: Windows Xp Professional, Windows 7,
Windows 8,10
Database: MySQL, MS-ACCESS
Web Designing: HTML, PHP, CSS
Other: Ms Office 2013, Photoshop 7, Page Maker, Corel Draw
Experience:
Working as a
Professional Blogger with the experience of 3 years. As well as making an
windows application by using VB.NET
Strength:
·
Good oral,
Written and presentation skills
·
Ability to work
in group or single
·
Action oriented
and result focused
·
Quick learner
with good grasping ability and great time management
·
Enjoys
Responsibilities
Hobbies:
Blogging, Reading
a books, playing cricket and watching Hollywood movies
Personal
Information:
·
Date of Birth:
19 July 1990
·
Sex and Status:
Male and Single
·
Nationality:
INDIAN
·
Language Known:
English, Hindi, Marathi
I hereby
declare that the information given to the company is correct to the best of my
knowledge and belief.
Place:
Date:
05-05-2016
Mr. Umesh Chavan
www.hindimeearn.com
To dosto aaj humane ya dekha ki
kaise hum simple tarike se apna resume bana sakate hai. Resume me jo jankari di
hi interview me jayada question usi par depend karate hai to isliye resume
banate samay dyan dekar resume banaye.
Agar aapko koi bhi problem ho to
niche comment karana na bhule.
Bahut badiya post h bhai
ReplyDeletebauth acha laga umesh sir resume dekh kar
ReplyDelete@ Sudhir,
DeleteThanks you feedback ke liye.
sir abhi resume banane ki kosis ki hai batane ke liye thanks
ReplyDeletegood article umesh...keep it up
ReplyDeleteBut sir resuem ko docment ke rup me file ko save kese kre
ReplyDeleteYa to pdf ya doc.
@Vishnu,
DeleteMicrosoft word se aap resume ko .doc ya PDF me save kar sakate hai.
verry good Resume post kiya hai aapne
ReplyDeleteor bhi batate rahiyga
sir kon sa software se resume banta hai computer se
ReplyDelete@Sattar ali,
DeleteComputer me MS word me resume banate hai.
Sir resume me % dalna jruri h
ReplyDelete@Pragya,
DeleteJaruri nahi hai.