Blog ke liye sitemap Kaise Banaye, Blog ke liye xml sitemap, website ke liye sitemap kaise banaye.
Jab bhi hum new blog banate hai tab hume blog ka xml site map create karake google, yahoo me submit karana padata hai. To chaliye janate hai ki xml sitemap kaise create karate hai.
Jab bhi hum new blog banate hai tab hume blog ka xml site map create karake google, yahoo me submit karana padata hai. To chaliye janate hai ki xml sitemap kaise create karate hai.
New blog banane
ke bad jab hum new post likhakar publish kar dete hai but wo post search engine
me nahi dikhayi deti. Uske liye aapko site ka xml site map create karake use
search engine me submit karana hota hai. Search engine is xml file ki madad se
humari sabhi post ko crawl aur index karata hai.
XML Sitemap Kya Hota Hai?
XML Sitemap ek
file hoti hai jisme aapke site Ke sabhi URL hote hai aur wo xml format me hoti
hai. Is sitemap me 500 se lekar 1000 pages tak add kar sakate hai. Aur isse
read karata hai search engine. Blog me hume robots.txt file me bhi xml site map
add karana hota hai.
Xml sitemap
custom domain aur blogger dono ko add karana jaruri hota hai.
Robots.txt file me sitemap kaise add kare? Is post ko read kare.
XML Sitemap Kaise Banaye?
Maine yaha pe
aapko 2 websites batayi hai aapko jo acchi lage waha se aap xml sitemap create
kare.
Website 1:
www.xml-sitemaps.com
Step 1:
Upar di gayi
site pe chale jaye. Aapke samane kuch niche ki tarah image hogi.
Step 2:
Starting URL: isme apni site ka name dale jaise http://www.hindimeearn.com
Change Frequency:
Always Select Kare
Last
Modification: Server Response select kare
Priority: Automatically calculated priority
Start Pe Click
Kare.
Step 3:
Ab aapke samane
ek duara page aayega usme jo http://sitename.com/xml.sitemap file hai use copy
kare. Aur google, yahoo in search engine me add kar le.
Website 2: http://ctrlq.org/blogger/
Ye website khas
karke jo blogger (blogspot) hai unke liye hai.
Step 1:
Upar di gayi
site pe chale jaye.
Step 2:
Apne blog ka
url waha pe paste kar de. E.g. http://www.computerhelp8.blogspot.com
Aur generate sitemap pe click kar de.
Step 3:
Ab aapke samane
dusara ek page ho jayega usme jo code hai jaise
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: http://www.computerhelp8.blogspot.com/atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500
Is code ko copy
kare. Aur google, yahoo in search engine me submit kare.
Aur si sitemap
ko robots.txt file me add karana na bhule. Jisse search engine aapke URL ko
crawl aur index kar sakate hai.
In 2 sites se
aap kahi se bhi site ke liye xml sitemap crate kar sakate hai. Agar aapko iske
bare me koi aur Jankari chahiye to niche comment karake jarur bataye aur humare latest updates ke liye
subscribe kare aur facebook pe bhi hume follow kare.
sir search console pe kaunsa url submit karu?
ReplyDeletemere blog ka open url he- http://pyarmeindia.blogspot.com
to kya sir search console pe .com wala url use karu?ya .in wala url..kyoki apke screenshot pe .in wala url he.
aur sir kaunsi sitemap sabse best he.sitemap.xml ya atom sitemap?plz sir tell me.
@ Gourab,
DeleteAap koi bhi url search console me add kar sakate hai. Aur dono .sitemap.xml aur sitemap? ye dono same hi hai, aap koi bhi use karo koi problem nahi hai.
aapne bhuat achhi jankari share ki
ReplyDeletemere blog me ye error aa rha hai.
An error occured
There was an error while accessing the URL specified
Please make sure to specify the correct website URL and resubmit your request.
maine karib 10 baar try kiya.
plz umesh bhai iske bare bataiye
@ Arman,
DeleteJab aap apne site ka address dalate hai tab usme start ko Http://www. aur aage site ka name jaise upar maine dala waise dal de.