Blog banane ke
bad bahut sari settings aur hume karani hoti hai jaise new template upload
karana, phir usko apne hisaab se setting karana ye sab.
Lekin jo new
blogger hote hai unko jyadatar coding ke bare me pata nahi hota hai, lekin
blogger ek yesa platform hai jo har koi is banakar operate kar sake. Agar aapko
coding nahi bhi aati hai tab bhi aap blog bana sakate hai.
To blog me Html /java script widget ka bhi bahut importance hai, kyon ki hum isme already created code paste karana hota hai. Jiski help se hum blog design kar sakate hai.
Html/ Java Script Widget Kya Hota Hai?
Html ye is
language hai jo webpage design karane ki liye use hoti hai. To wahi java script
ki help se hum coding, calculation ye sab webpage me add kar sakate hai.
Html/ Java script
isliye hota hai ki hum isme koi bhi code add kar sakate hai. Jiska use hume
blog me hota hai. Iske liye hume koi coding karane ki jarurat nahi hoti hai.
HTML/ Java Script Widget Me Kya-Kya Add Kar Sakate Hai?
1. Iska main
use hota hai adsense ke ads lagane ke liye. Agar aap google adsense
use karate hai to us code ko hume sirf isme paste karana hota hai.
2. Aap kisi bhi
site ki ads apne blog pe lagana chahate hai uska code hume html/java script
widget me add karana padata hai.
4. Agar aap
apne blog pe kisi affiliated marketing ke link, add karana chahte hai to hum isme add kar sakate hai.
6. Subscribe by
widget add kar sakate hai.
To chaliye ab
janate hai ki ise blog me kaise add kiya jata hai.
Add HTML/ Java Script Widget To Blog:
Step 1:
Blogger
dashboard me chale jaye. Phir niche Layout pe
click kare.
Step 2:
Ab layout me
right side me Add Gadget pe click kare.
Step 3:
Ek popup window
open hogi ab HTML/ Java Script Pe click kare.
Step 4:
Hume ab iski
setting karani hai.
Title: Aapko jo bhi title dalana hai aap yaha dale. Agar aap koi title
nahi bhi dena chahate to usko blank rahane de.
Content: Yaha pe aapka jo bhi code hai wo paste karana hai.
Example ke taur
pe dekhe.
Title: Join Now
Content:
<center>
<!-- Begin
BidVertiser code -->
<SCRIPT
SRC="http://bdv.bidvertiser.com/BidVertiser.dbm?pid=722373%26bid=1791848"
TYPE="text/javascript"></SCRIPT>
<!-- End
BidVertiser code -->
</center>
Save pe click
kare.
Step 5:
Blog ki setting
ko save karde.
Ab aapne
html/java script code add kar diya hai. Apne blog ko open karake dekhe ki aapne
jo code kiya hai wo live blog pe show ho raha hai ya nahi.
To is tarah hum
is widget me email subscription, Facebook like box, ads, alexa rank ye sab kuch
add kar sakate hai.
Phir bhi koi
dikkat ho to aap hume comment puch sakate hai.
0 Comments: