Apne khud ke name ki gif animation image
kaise banate hai, aaj hum janate hai.
Hum kayi baar Facebook, whatsapp pe logo
ki profile picture jo hoti hai, wo chalti hui dikhayi deti hai. Jisko gif yane
animation kaha jata hai.
Gif/ Animation Kya Hota Hai?
GIF: yane Graphic interchange format
jisme number of image hoti hai, jo ek hi file me hoti hai, aur wo image
specific time se change hoti rahati hai.
Ye image chalati hui dikhayi deti hai,
isko hum alag alag effect de sakate hai.
Also Read : Facebook VIP Account Kaise Banaye
Apne Name Ki GIF Animation Kaise Banaye:
Website 1:
Step 1:
Niche di gayi site pe chale jaye.
http://picasion.com/glitter-maker/
Step 2:
Image: Jo name chahiye wo dale
Align: Text ki alignment (left, right,
center) set kare
Font Size: Yaha pe jo font size chahiye
wo select kare
Border: Border select kare
Font: Yaha se alag alag font select kare
aapko jo accha lage
Giltter: yaha se effect select kare
Step 3:
Make Gillter pe click kare.
Ab aapka gif animation taiyaar hai aap isko
download kare.
Also Read: Personality Development Tips Hindi Me
Website 2:
Step 1:
Niche di gayi site pe jaye aur apne name
type kare.
http://formtypemaker.appspot.com/
Step 2:
Ab niche 3 button hai
1 button pe click karane se color change
hoga.
2 button pe click karane par gif start ho
jayega.
3 button se aap apne name ka gif download
kar sakate hai.
Website 3:
http://giphy.com/
is site pe aapko allready created kayi
gif image milegi waha pe aapko
jo pasand aaye usme aap apni manapasand
gif bana sakate hai. Aur usko download kar sakate hai.
To ab aap jan gaye hai ki apne name ki
animation kaise banayi jati hai.
Agar iske alawa aapke aap bhi agar koi
yesi website hai to aap wo comment ke jariye humse share kar sakate hai.
Aur post pasand aayi ho to apne dosto ke
sath jarur share kare.
0 Comments: