C aur C++ Me basic kya difference hota hai, ye aaj hum janate hai.
Agar aap C++ sikhana
start kar rahe hai to aapke C language ke bare me bhi Jankari honi jaruri hai,
kyon ki C ye C++ ka base hai.
C ye ek object
oriented programming language hai. To wahi C++ ye object oriented language hai.
To Wahi C language
me classes nahi hote hai, aur C++ me classes aur object hote hai.
Basic Points:
C language ko Dennis
Ritchie ne develop kiya tha.
C++ ko Bjarne
Stroustrup in develop kiya tha. C++ ye C language se derived ki gayi hai.
C++ me classes, inheritance
ka use kiya jata hai. To wahi dusari aur C language me classes, inheritance
nahi hai.
Most C Programs ko
hum C++ Compiler me run kar sakate hai.
To chaliye hum in
Differences ko tabular form me dekhate hai.
Differences between C and C++:
C
|
C++
|
1. C is
procedure oriented language.
|
2. C++ is
object oriented language.
|
2. Top down Approach ka use
hota hai.
|
2. Program design me bottom up
approach use hota hai.
|
3. Virtual function
nahi use kar skate.
|
3. Virtual function
use kar skate hai.
|
4. C language me
polymorphism possible nahi hai.
|
4. C++ language ka polymorphism most
important feature hai.
|
5. Operator
overloading possible nahi hai.
|
5. Operator
overloading possible hai.
|
6. Namespace feature available
nahi hai.
|
6. Namespace feature available hai,
collision avoid karane ke liye.
|
7. Input
Scanf()
Output
Printf() ka use kiya jata hai.
|
7. Input
Cin>>
Output
Cout<<
Ka use kiya
jata hai.
|
8. Inheritance possible nahi
hai.
|
8. Inheritance most important
feature hai, jisse code repeat ion avoid kiya jata hai.
|
9. Built in
data types ko support karati hai.
|
9. Built in
aur user defined dono data types ko support karati hai.
|
10. Exception handling possible
nahi hai.
|
10. Exception handling ke liye try,
though, catch block ka use hota hai.
|
C language me memory
allocation aur reallocation ke liye malloc(), calloc() function ka use hota
hai.
C++ me New, Delete
operators ka use hota hai, memory allocation aur deallocation ke liye.
C me hum friend function nahi use kar sakate.
C++ me friend
function feature ka use kar skate hai.
To ye kuch major differences
hai, C aur C++ language ke bich ke.
Waise to bahut sare
points hum isme add kar sakate hai, par ye kuch key features hai.
Also Read:
Agar aapko ye post acchi lagi ho to apne friends ke sath social media me jarur share kare.
Thanks For Reading.
Dear sir
ReplyDeleteI send my request to upgrade transaction rights about 24 hours before.
But status showes as
Ur previous request for upgradtion of transaction rights in the selected account is pending for proccessing..
Plz suggest me about this pblm to solve it
Without contect my home branch.
@ Manoj,
DeleteSabse first aap ye post read karo aur usko follow karo. Agar phir bhi 24 hours ke bad aapki upgradation request pending show hoti hai to phir se try karo.
I hope isse aapki problem solve ho jayegi.