India Me PayPal Account Kaise Banaye aur Verify Kare. Paypal par account kaise banaye, paypal account kaise banaye
PayPal Kya Hai?
Pahale to hame ye janana hoga ki PayPal
kya hai aur iski kya jarurat hai jab ki hamare pass bank account hai.Paypal Kya Hai. India Me PayPal Account Kaise Banaye aur Verify Kare.
PayPal ka use karke aap kisi bhi international site se shopping kar sakate hai. Apne Kisi Bahar Desh me rehane wale friends ko paise send kar sakte hai ya receive kar sakte hai.
PayPal ka use karke aap kisi bhi international site se shopping kar sakate hai. Apne Kisi Bahar Desh me rehane wale friends ko paise send kar sakte hai ya receive kar sakte hai.
Jab aap kisi bhi online earning site pe
kam karte hai to sabhi online earning site aapko payment PayPal (Payza,STP) ke
Jariye Karti hai. Aur bad me PayPal wahi Paise apke Bank Account me transter
Kar deta Hai.PayPal ek trusted or safe site hai.Ispe SSL (Security Scoket
Layer) Jo apke data ko encrypt karta hai. Jiski vajaha se hacker apka account
hack nahi kar sakate.
Yaad Rakhe: PayPal ka jo Eamil
hota hai wahi apka PayPal Address hota hai.
Jab bhi aap kisi site se paise nikalana
chahate hai to waha apko apna PayPal ka email address dena hota hai.
PayPal Account Banane Ke Liye Kya Kya Jaruri Hai?
1. Email Address
2. PAN Card
3. Bank Account.
4. Credit / Debit Card (Compulsory nahi
hai)
5. Mobile Number
PayPal Account Banane Ke Liye Niche Ki Step Puri Kare.
Step
1: Site Pe Jane Ke liye yaha click kare
Baad
me signup pe click kare
Step
2: Uske Baad Individual ko Select Kare aur continue pe click kare.
Step
3: Country Pahali hi select hogi Indian nahi hai to select karle. Apna Eamil id aur do baar password dale aur continue pe click kare.
Step
4: Niche Ki image me jaise bataya gaya hai waise form bhare.
Agree & Create Account Pe
Click karke continue pe click kare.
Step
5: Baad Me apke samane ek form aayega jisme aapko apni credit/Debit Card ki
jankari bharni hogi.Agar Aapke pass Credit/Debit Card Nahi hai to "I’ll link my card later" is par click karke
baad me bhi jankari bhar sakate hai.
Step
6: Apka PayPal Account open ho gaya.
PayPal Account Verity Kaise
Kare ?
Apka PayPal Account open ho gaya. Par ye abhi
limited hai iske liye aapko
Niche diye Gaye Task Pure Karne Hoge.
1. Confirm Email
2. Add bank account
3. Add your PAN card
4. Purpose Code
Step
1: Apna Eamil open kare usme PayPal ka jo email aaya hai use open karke confirm
kare.
Step
2: Baad me Vo apko 2 Security question puchenge.Vaha se Koi bhi do question select kare
aur unke jawab likhe. Iska ye fayada hai ki agar aap apna PayPal Ka Password
Bhul jate hai to wo recover karne ke liye ye question jaruri hote hai.Aur
submit pe ClickKare.
Step
3: Uske Baad Aapko Apna Bank Account Jodna Hoga. Usme
Apko Niche Ki Jankari Bharani Hogi.
Bank
Account Pe jo aapka naam
hai wo.
Account
Number Aur Bank Ka
Naam.
IFSC
Code.
Step
4: Uske Baad PayPal aapke account me 2 small amount
dalega (Rs.1 to Rs.1.5). Wahi 2 Small
amount apko yaha pe dalani hogi.
Step
5: Uske Baad aapko apni PAN Card ki Details Dalni Hogi.
Step
6: Uske baad apko PayPal Pe Purpose Code Dena
hota hai.
Iska
matlab hai Bank ko Ye pata chalta hai ki aap PayPal ka use kis kaam ke liye
karna chahate hai. Maine yaha pe aap 'Advertising and
market research' select kiya hai. Agar aap online earning, blogging se realted kam karte hai to yahi select kare.
Aapka
PayPal Account Verified ho jayega. Asha karta hu ki aapko ye meri post acchi
lagi hogi agar aapko upar ke step me kahi par bhi pareshani ho to aap mujhe
comment me likh sakte hai.
Hamare
Latest Update ke liye Subscribe karna na bhule taki aapko hamare latest update
aapke email pe aye.
bank account se pay pal ko pese kese transfar kar sakte hai pss reply
ReplyDelete@ Hiralal,
DeleteFirst paypal account me aapko apna bank account add karana hoga. Jab bank account add ho jayega tab uske jariye aap paypal account me paise dal sakate hai.