Free Internet Kaise Chalaye, Is aap ki madad se hum free me internet chala sakate hai, chahe wo, airtel sim ho ya idea. Jab hum internet use karate hai
tab hume data ki chinta rahati hai, ki data khatam ho jayega. Lekin aaj hum ek
yese app ke bare me bat karenge jiska use karane (browsing) par humane jo data
use kiya hai, usme ka kuch data hume return milega. Databack app ke jariye hume
Free me 2G, 3G,4G data return mil jata hai.
DataBack App Kya Hai:
Databack app ek android app hai
jiska use karane par hume internet browsing par data return milata hai.
For example:
Agar humane uc browser,
facebook, whatsapp ka use kiya aur uspar humara browsing ke liye 15MB data
use hua. Agar hum ye apps databack apps ke jariye use karate hai to hume 15MB
data me se 8-10MB hume returen milega.
Jab humare databack account me
200MB data ho jayenga to hum us data se internet data 2G, 3G ka recharge humare
mobile par kar sakate hai.
Data Back App Kaise Use Kare:
Step 1:
First application ko yaha se download kare.
Step 2:
Databack install kare aur open
kare. Apna mobile number enter kare. Uspar OTP send hoga.
Step 3:
Next Referral code me COM3rrf4py jisse aapko 5MB free data mil jayega.
Step 4:
Ab home screen par kuch apps
dikhayi denge jaise whatsapp, facebook, mobikwik, taskbucks etc. aur uske aage
USE ka option hoga. Uspar click kare.
Step 5:
Is tarah daily whatsapp, facebook
databack app se open kare. Iske badale me hume 150MB tak data back milega. Har
ek app ke liye 50-150 MB data back mil jata hai.
Also Read:
How to Earn Free data:
1. Facebook, whatsapp jaise apps
databack apps se use kare. Hume daily 1 app use karane par upto 50-150 MB data
back milega.
2. Friends ko invite kare aur 50MB
data paye.
3. Daily content me part le aur
extra data back paye.
4. M-sites yaha se alag alag site
browse karane par data back milega.
Also Read:
Recharge Kaise Kare:
Jab aapke data back account me
minimum 150MB data ho jayega to hum uska recharge humare mobile me kar sakate
hai.
1. Databack open kare. Upar jo
data dikhayi dega uspe click kare.
2. Recharge now button pe
3. Mobile number enter kare. SIM
Card Provider select kare. Niche apni state select kare aur processed pe click
kare.
4. Ab aapko data packs shown honge
jisme se aapko data yane 2G, 3G, 4G aur uski validity show hogi. Usme se aapko
jo pack chahiye wo select kare.
5. Confirm recharge me mobile
number, data aur uski validity check kare aur confirm pe click karde.
Also Read:
Within 30 minutes me aapka
recharge ho jayega. Aur aapke mobile number par bhi iska message aa jayega. Aap
niche screen shot dekh sakate hai.
To is tarah hum free me 2G. 3G, 4G
data back receive kar sakate hai. Ye application bilkul free hai. To ek bar
jarur try karake dekhe.
Aapke man me koi sawal ho to aap
hume comment me puch sakate hai.
I hive 1gb on databack kya 2 3 bar recharge kar saktahu
ReplyDelete@Yes
Delete