Aaj kal sabhi log internet par
free recharge aur paytm cash dene wale apps search karate rahate hai. Lekin
bahut kum log hai, to sach me free me recharge aur paytm cash earn kar pate
hai.
Agar aap bhi internet par free
recharge aur paytm cash earn karana chahate hai, to humari di gayi step ko
follow karake aap paytm cash earn kar sakate hai.
Free Recharge aur Paytm Cash Kaise Earn Kare:
Free recharge, paytm cash earn
karane ke liye hume jarurat padati hai, internet aur smartphone ki.
Aur ek application hai jiska name
hai taskbucks.
Taskbucks Kya Hai:
Taskbucks ek application jiski
help se hum unlimited free recharge aur paytm cash earn kar sakate hai.
Taskbucks Par hume kya karana
hoga?
Taskbucks ek bahut hi accha app
hai jispar hum small task diye jate hai aur usko complete karane par hume free
recharge milata hai.
Tasks kya hote hai:
Tasks me hume alag alag type ke
application ko install karane ko kaha jata hai aur hum kuch dino tak usko use
karane ke liye kaha jata hai. Aur uske badale me hume free recharge milata hai.
Step 1:
Sabse pahale is link se taskbucks
download karle.
Download Link: http://tbk.bz/px6wunah
Step 2:
Application ko open kare aur apna
mobile number aur gmail id waha dale.
Step 3:
Referral Code/ Promo Code Managane
par px6wunah Ye Promo code apply kare. Aur registration pura karle.
Step 4:
Jaise hi aap registration complete
karlete hai, uske bad aapke samane top apps me application ki list dikhayi degi
aur har ek application ke niche Earn – Rs. Recharge yesa dikhayi dega.
e.g Cleartrip Earn 16 Rs. Rechrage
Niche image me dekh sakate hai.
Step 5:
Ab hume wo application install
karane hai, Earn 16 Rs. Rechrage par click kare ab hume kuch rules show honge.
Isme bataye gaya hoga ki aapko ye
application install karate hi kitna recharge milaga, is application ko kitane
din tak install karake rakhana hai.
Note: Isse pahale agar aapne wo
application install karake registration kiya hai to aapko us application ka
free recharge nahi milaga.
Niche Install Now Button par click
karde.
Step 6:
Play store par redirect ho jayenge
diya hua app install karle aur 1-2 usko open karle.
Step 7:
Application install karate hi
aapka free recharge amount taskbucks account me credit ho jayega.
Aur jo baki ka rearrange hai wo
waha pe date show hogi ki aapke account me wo kab tak aajayega. Tab tak hume us
application ko apne mobile me install rakhana hai.
Step 8:
Yese hi ek ek karake hume sabhi
apps ko install karana hai, aap jitane apps install karate hai, uske badale me
aapko unta free recharge milega.
Recharge Kaise Kare
& Paytm me Transfer Kasie Kare:
Jab aapke taskbucks account me
recharge jama ho jayega tab aap uska recharge kar sakate hai ya usko paytm me
transfer kar sakate hai.
Iske liye minimum aapke account me
Rs.20 hone jaruri hai.
Friends ko invite karane par bhi
aapko per referral Rs.17 ka free recharge milega.
Abhi tak maine taskbucks kafi
paytm cash earn kiya hai, jiska app ek message niche dekh sakate hai.
Problem ho to comment me puch
sakate hai.
0 Comments: