Aaj IT Sector
ko bahut se log prefer karate hai, lekin kayi log isse anzan hai ki ye IT kya
hai? IT Sector kya hota hai? To aaj hum is topic par baat karenge.
What is IT?
IT – information
technology ka short form hai. Isko I T in alag alag letters se read kiya jata
hai. IT ek bahut badhi term hai, isme kisi organization, company ka data
manage, organize, process karane ke liye use kiya jata hai.
What is IT Sector?
Humane kayi
logo ko kahate hua suna hoga ki mai IT Sector me job karata hu aur mera Itna
package hai.
Lekin kayi
logo ko iski Jankari nahi hoti hai, isliye wo samaj nahi pata hai.
IT Sector ya
IT industry me computer application, programs, solutions create kiye jate hai.
Jiska use data ko manage, manipulate, transmit, store karane ke liye in
software, application ka use hota hai.
India ki IT
industry two major component se bani hui Hai:
1. IT
Services
2. Business
Process Outsourcing (BPO)
Bangalore ye India
ki sabse top most city hai IT industry me.
India ki Top 5 IT Companies:
1. TCS (Tata
Consultancy Services)
2. Infosys
3. Cognizant
4. Wipro
5. HCL
technologies
IT Industry me Job Kaise Milegi:
IT industry
me job kaise milegi, uske liye kya karana hoga?
1. Sabse
first to aapko IT me job pana hai, to hume graduation, ya phir diploma IT, CS,
se complete karna hoga.
Jisme hum
BCA, BCS, MCA, B.E/B.Tech in IT, etc me graduation, post-graduation complete
kar sakate hai.
Iske alawa
extra languages me certification kar sakate hai aur kisi ek language ko perfect
banakar usi par job ke liye apply kar sakate hai.
2. Apni English
ko perfect banaya hoga. IT industry me English language ka bahut importance
hai.
Iske liye hum
spoken English ke class bhi join kar sakate hai.
3. Jis subject,
language ko aap like karate ho usko select kare usi apr study kare. Phir
interview try kare jab tak job nahi mil pata tab tak interview dete rahe.
To ab aap IT
sector kya hota hai? isme job kasie mil sakati hai iske bare me humane short me
jana hum agli post me janenge ki India me top most koun si IT companies hai aur
wo kaha hai.
Also Read:
Maine 2015 me 12th agriculture se 66% nu se pass kiya hai aur ab Bsc ag se kr rha hu but Mai IT secter me job krna chahta hu please guide me mujhe kya krna chahiye
ReplyDeleteAmankatiyar8282@gmail.com
@Aman,
DeleteAap IT sector me job chahte hai to aapko Computer Languages sikhani hogi. Iska aap alag se certification course kar sakte hai.
mai 2016 me 12th maith se 78% prapt kiya hu mujhe computer opreter me job karna chahta hu to mujhe kya karna chahiye please Guide me
ReplyDeleteus72759@gmail.com
@Umesh,
ReplyDeleteJob aapko khud ko search karana hoga.
Sir kya me alag se computer programming sikh sakta hu. Maine diploma mech..2013 me pass out kiya hai but abhi IT sector me accha future hai to me ab ye course karna chata hu.koi suggestion ho to please tell me.konsa course hai jo 1 sal me sikha sake.
ReplyDelete@Ji ha aap certification kar sakate hai, aur acchi job prapt kar sakate hai.
Delete