Paytm password kaise banaye, paytm ka password bhul gaya, paytm password rules, paytm wallet forgot/ reset password
Paytm ka Password Bhul jane par
usko kaise forgot ya phir reset kiya jata hai, iske bare me aaj is post me
janate hai.
Paytm India ka Popular wallet hai,
jis par hum account create karake mobile recharge, bill payments kar sakate hai.
Paytm se hum money bank account me bhi transfer kar sakate hai.
Aur paytm me money add bhi kar sakate hai. lekin agar hum paytm ka password bhul gaye
to isme se ek bhi kaam nahi kar sakate, to isliye hume paytm ka password reset
karana hoga.
Paytm ka Password Forgot/Reset Kaise Kare:
Step 1:
Sabse pahale aap apna paytm ka
application open kare. Phir profile par click kare. Aur uske bad Log in
par click karde.
Step 2:
Ab Trouble logging in is
option par click karde.
Step 3:
I forgot my Password is par
click kare.
Step 4:
Ab apna mobile number ya phir
email id dale jisse aapne paytm account banaya tha, aur processed par
click karde.
Step 5:
Processed par click karate hi
aapko ek message dikhayi dega.
“Alert
We have sent an email to your
registered email id with a One Time Password (OTP) has also been sent to your
mobile number”
Iska matlab ye hai ki aapke mobile
ya phir email id par ek link aayegi jispar aapko click karana hai.
Step 6:
Link par click karane ke bad aapko
new Password dalane ko kaha jayega. New password phir se yane confirm password
pe dalkar update karde.
Aapka password successfully reset
ho gaya hai.
Paytm Ka Password
Kasie Banyae? Paytm Password Example:
Kai logo ko paytm ka password banane
me bhi dikkat aati hai, un logo ke liye hum batana chahate hai ki paytm ka
password kis tarah banaya jata hai.
Password banate samay yaad rakhe
ki aap apna naam, mobile number, date of birth ya phir koi bhi easy password na
use kare. Jo easy sabko pata lag jaye.
Password me kam se kam ek special
symbol Yane : #,$, @, &, *
Numbers: 0-9
Capital & small letters: A-Z
Ye hona jaruri hai.
Paytm Password example:
P@ssword$86@
MyP@SsWord
To ab aap samaj gaye honge ki
paytm ka password kasie forgot kare aur naya password kasie banaye.
Also Read:
Vijay kumar मै अपना पासवर्ड भूल गए हैं मेरा मदत करे
ReplyDeleteVijay.htw@gmail.com
कस्टमर केयर में फोन नही लग रहा है
कुपया ध्यान दे
@Vijay,
DeleteUpar di gayi step follow kariye, phir bhi nahi ho raha hai to paytm ko mail kariye.
Mera paytm khul nhi raha hai password bhul gay hai aur mobile number bhi remove karna hai kau ki new I'd nhi ban raha hai
ReplyDelete@Password reset kariye.
Delete