Nokia 6 Price, Feature Launch Date in India. Ab aane wala hai Nokia 6, Kya
aapko Nokia 6 ke features ke bare me pata hai, nahi to chaliye dekhate hai.

Hum sab janate hai ki mobile ke is
world me Nokia ne apan brand bana rakha hai.
Nokia 6 Jald hi India me lauch
hone wala hai, to aaj hum iski features, price ke bare me baat karane wale hai.
Isme hume Android V 7.1.1 Ka Nougat
version milane wala hai. Iski India me Launch date July 20, 2017 Expected hai.
Nokia 6 Price:
Nokia 6 abhi India me launch nahi
hua hai, lekin iski price Rs.14,999 expected hai.
Nokia 6 Features:
Nokia 6 Features:
Display: 5.5” Inch
Camera: 16
Megapixel Primary camera, dual core LED Flash
8 Megapixel front camera.
Battery:
3000 mAh (Non Removable)
Operating System: Nought V
7.1.1
4G Support: Yes
Internal Memory: 32GB + 128GB Expandable
Dual Sims: nano
sims
Other Features:
Gorilla Glass, OTG support etc.
Connectivity:
Wi-Fi 802.11, mobile hotspot,
Bluetooth v4.1
Ram: 3GB
Processor: octa core
1.4 Ghz, cortex A53
Launch date in India:
Nokia 6 Abhi tak India Me launch
nahi hua hai, lekin July ki last weak me launch hone ki sambhawana hai. Aur
iski price lagbhag Rs.15000 tak ho sakati hai.
Where to Buy Nokia 6:
Launch hone ke bad hum flipkart,
Amazon se hum isko buy kar sakate hai.
Nokia ab market me comeback karane
ja rahi hai, isliye acche facility ke sath wo comeback karegi. Aur Nokia pahale
se hi India me brand bana hua hai. Isliye nokia 6 launch ke bad bahut se log
isko buy karenge.
Agar aap bhi ek accha smartphone
limited budget me buy karane ke bare me soch rahe hai to ye Nokia 6 option
aapke liye sahi hai.
Agar aapko ye post acchi lagi ho
to apne friends ke sath facebook, whatsapp par jarur share kare.
0 Comments: