No Follow Aur Do Follow Backlink Kya Hai

Hello, Blogger Search Engine Optimization Bahut Hi mayane rakhata hai apne site ko search engine me index karanme me. SEO Follow karate samay aapko bahut si bate dyan me rakhani padati hai useme si hi aaj hum 2 factors ke bare me bat karenge. 



SEO follow karate samay no follow aur do follow kya hata hai. New blogger ko to inke bare me jarur jankari honi chahiye. No Follow aur do follow ek link hoti hai. Is ko vistar ko samajane ke liye aap pahale backlinks ke bare me jan le.

No follow vs do follow

No follow Aur Do Follow Janana Jaruri kyon hai?

Agar aap blogging me carrier karana chahate hai aur google adsense se earning karane ke soch rahe hai to phir aapko do follow aur no follow ke bare me janana jaruri hai. Kyon hum humare site pe other sites ke links dete hai par is links ka aapke seo aur google adsense se kafi gharaha sambadh hai. Kyon ke agar Galati se aapne kisi galat site ka link apne siteme add kar diya to apki site google me index nahi hogi aur to aur aapka adsense account bhi disable hone ki sambhavana hoti hai.






No Follow Kya Hota Hai?

No follow ye HTML ka attributes hai jo link me use hota hai. Example ke taur par <a href=”www.hindimeearn.com” rel=”no follow”> My Site</a>
Jab hum link me no follow add kar dete hai tab google bots jo hai use link ko ignore kar dete ha. Wo link search engine ke liye na ke barabar hoti hai.
No follow links ko search engine index nahi karate ye sirf human ke liye hota hai jise sirf hum dekh sakate hai. No follow ka main udesh ye hota hai ki spam sites result me na aane paye aur jo quality links hai wo search engine me aate rahe.
Isliye jab aap blogger ya wordpress me comment karate hai aur waha se aapko jo backlink milata hai wo no follow hi hota hai.



         Þ    Apne Site Ka Mouse Cursor Kaise Change Karate Hai

   Blog me no follow links kaise add kare.

   Blogger ki post editing me chale jaye. Aap ko jis link ko do follow karana hai us link ko select kare aur change pe click kare. Uske bad aapke samane ek popup box khul jayega usme Add’rel=nofollow’ attributes ko select karake ok kar de.

Blog Me No Follow Links Kaise Add Kare


Do follow Kya Hota Hai?
Do follow ka matlab aap uske naam se hi samaj jayenge. Do follow bhi ek html ka attribute hai, jiska matalab hota hai link ko follow kare.
Jab aap kisi hyperlink ko do follow karate hai to google bots ye link dekh sakate ha. Search engine do follow links ko index karata hai.

Do follow links ko user aur search engine dono access kar sakate hai.
   e.g.
     <a href=”www.hindimeearn.com> My Site</a>

Kisi bhi links ko do follow banane ke liye kuch karane ki jarurat nahi hoti jab aap koi link add karate hai to wo by default do follow hi hoti hai.
   Ab aap ye to samaj gaye hoge ki no follow aur do follow me kya difference hai, to ab hum ye janenge ki do follow aur no follow kaha use kare.


No Follow Kaha Use Kare:

1. Low Quality KI Link Pe:
Agar aap apni kisi post me low quality sites ka link dena chahate hai to use no follow kar de.

2. Comments Me:
Blogger ho ya wordpress sabhi me jo comments links hote hai use bhi no follow hi rakhana hai.




3. Affiliated Sites and Banner:
Agar aap apni site pe affiliated earning karate hai to use link ko bhi no follow hi rakhe aur jo banner hote hai usme bhi no follow use kare.

Do Follow Kaha Use Kare:

1. Internal Links:
Jab aap blog me internal links use karate hai to us do follow hi rakhe. Waise to wo by default do follow hi hoti hai.

2. Trusted Sites:
Agar aap kisi site ke bare me likh rahe hai aur aap us site pe 100% trust karate hai to use bhi do follow rahane de.

To aap easily samja gaye honge ki do follow aur no follow hum kaha use kar sakate hai. Agar iske realated aapko koi bhi problem ho to niche comment me jarur puche.


Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

2 comments:

  1. hello sir
    apke hisab se kaunsa template best he?

    ReplyDelete
    Replies
    1. @ Gourab,
      Mere hisab se dus mag, palki2, hotmag etc. Aur bhi kayi sari template hai aap ye read kariye.

      Best Template

      Delete