PDF Files Ko Word File Me Kaise Convert Kare

Hello, dosto aaj mai aapko bataunga ki kaise hum kisi bhi pdf file ko word file me convert kar sakate hai.

Pdf To Word Converter

Kabhi – kabhi kya ho jata hai hum kisi projects par kam kar rahe hote hai ya kahi se hum online notes download kar lete hai par hume un notes me kuch badal karana padata hai but hum pdf files me koi badal nahi kar sakate isliye hume us pdf file ko word file me convert karana padata hai. Tab hum usme jo chahe wo badal kar sakate hai. Iskeliye maine niche kuch websites di hai jiski madad se hum kisi bhi pdf file ko word me convert kar sakate hai.



PDF File Ko Word Me Convert Karane Ke Liye Websites:

Is site pe chale jaye aur jakar waha se pahale ye select kare ki aapko file kis format me chahiye jaise doc or docx phir apni jo pdf file hai use upload kare files convert hone ke bad apne aap download ho jati hai.
Is site par aap apne computer se ya kisi website se file add kar sakate hai.


Is site pe chale jane ke baad aapko iska desktop ka software mil jata hai jiska free trial 14 din aap kar sakate hai.
Is site pe jake aap pdf files bhi convert kar sakate hai. Site pe chale jaye jo file convert karani hai wo upload kare aur apko output ka jo format hai wo select kare.



Pdf online ek behatarin site hai is par appko aapke ek se jayada files convert kar sakate hai. Iska computer ke liye software bhi mil jata hai.
Jo file convert karani hai use upload kare aur convert hone tak ruk jaye bad me file download kare.


Pdf 2 Doc is site pe bhi ek se jayada format se aap file convert kar sakate hai. Is site pe aap at a time 20 files ek sath convert kar sakate hai aur un files ko zip format me ek sath download kar sakate hai.
Is site pe aapko niche diye gaye format convert karane ko milenge.
Pdf to Doc
Pdf to Docx
Pdf to Text
Pdf to Jpeg
Pdf to Png
Combine Pdf: Is ke jariye aap alag-alag pdf files ko combine kar sakate hai.





Ye site bahut popular aur purani hai. Ye site 2005 ko start hu hai aur aaj itni popular hai ki alexa rank 500 hai.
Is site pe aapko pdf to word, pdf to excel, pdf to PowerPoint, pdf to image in format me convert kar sakate hai.
Jo file convert karani hai wo apne computer ya kisi site url se select kare output format select kare aur convert pe click karde.



To aap is tarah kisi bhi site pe jake koi bhi pdf file convert kar sakate hai. Aur use jaise chahe apne hisaab se edit kar sakate hai.
To aapko humari ye post kaisi lagi ye niche comment me jarur bataye. Aur yesi new tips ke liye subscribe jarur kare. Humare latest updates agar aap facebook pe bhi le sakate hai.
Agar aap bhi humare sath koi tips, tricks share karana chahate hai to guest post 
ke jariye jarur share 
Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

0 Comments: