Hi, Dosto aaj mai aapko
bataunga ki apne blog pe comments enable or disable kaise karte hai. Agar aap comment ko moderation pe rakhana chahate to wo bhi on kar sakate hai, jisse aapke blog pe scam comment nahi aayegi.
Blog pe comment enable karne ki kya jarurat hai ?
Aap bahut sare, blog ya
website ko visit karte honge aur bahut se popular blog pe aapko comment ki gayi
nazar aayegi.
Jitni jyada article ke
related comment ho uska matlab hai aap ka blog popular hai. Comment ek eisa
jariya hai jiski madat je user blog admin se apne sawal, apna suggestion de
sakta hai. Iska fayda dono ko hota hai reader ko bhi aur blog admin ko bhi.
Agar blog ki post me koi galati ho to reader comment ke jariye admin ko suggest
kar sakta hai. Ya phir agar blog read karne wale ko koi pareshani ho to wo apni
pareshani puch sakta hai.
Jab aap reader ke question ka
sahi solution bata dete ho to wo reader bar bar aapke blog ko visit karega aur
aapke blog ko ranking me madat milegi.
Also Read:
Blog Comment Enable Kaise Kare ?
Blog comment enable karne se
pahale ye jan le ki sabhi visitor post ke related comment nahi karte kafi user
spam comment bhi karte hai. Spam comments se apke blog par bad impression pad
jata hai. Aur kayi user comment ke sath apni site ka link chod jate hai. Isliye
hume comment moderation bhi on karna padta hai.
Blogger Dashboard pe jaye => Setting Pe jaye => Post and comment pe jaye => Comment location ko embedded select kar le.
Who can comment- Register
User
Yane sirf register user jiske
pass koi id hai jaise blogger, ya google + ki ye log hi comment kar sakte hai.
Comment Moderation: Always
Jab koi aapke blog pe comment
karega to wo jab tak aap use publish nahi kar deta wo blog pe dikayi nahi degi.
Show word Verification: yes
Jab koi user comment karega
to use Captcha code dalna hoga ya google image verification karna hoga. Kyon
ki jo hacker hai wo coding ke jariye
backing ke liye comment karte hai ise unko roka ja sakata hai.
Show Backlinks: Hide
Agar aap comment me jo link
hai use backlink dena chate hai to show kar de.
Google + Comment kaise enable kare?
Google dashboard pe jaye aur
niche Google + pe click kar de => Use google + comment on this blog ko tick
kar de.
Particular Page Pe comment disable kare ?
Kabhi kabhi kya hota hai hume
kuch page par comment disable karne hote hai jaise ki about us, contact us page
hai uspar hume kisi ko comment nahi karne dena hai.
Agar koi aapke about us page
pe comment kar de uska bad impression pad jata hai jo user hai uska dyan bat
jata hai.
Page pe comment disable karne
ke liye => Pages me jaye jis page par aapko comment disable karna hai use
edit kar de => Right side me aapko page setting dikhayi degi uspar click kare.
Option par Don’t allow hide
existing pe click kar ke save kar de.
Asha karta hu ki aapko meri
ye post pasand aayi hogi.
Agar iske bare me aapko koi
bhi dikkat ho to comment karna na bhule.
Aur aap bhi agar blogging ye
internet tips, windows tips ke bare me post likhna chate hai to guest posting
ke jariye hamare sath share kar sakate hai.
Happy Blogging…………………….. :)
Great article! I really enjoyed reading this and found the information quite insightful.
ReplyDelete.
.
.
.Making money with cricket games has become increasingly popular, thanks to the rise of fantasy cricket platforms and online betting websites. Engaging in strategic gameplay, understanding player statistics, and predicting match outcomes can be not only thrilling for cricket enthusiasts but also financially rewarding
If you want to make money with cricket click here: https://sattakingtaj.in/