Hi, Dosto aaj
hum bat karenge india ke sabse badiya actor Amitabh bachchan ji ke bare me. Amitabh
ji aaj ke sabse popular aur top most actors me se hai. To chaliye amitabh
bachchan ji ki life ke bare me hum janate hai.
Amitabh Bachchan Ki Details:
Naam: Amitabh Harivansh Bachchan
Dusare Naam: Big B
Janam: 11 October 1942
Janam Kaha Hua: Elahabad, Utter Pradesh, India.
Wife Ka Naam: Jaya Bachchan
Santan: Abhishek Bachchan, Sweta Nanda
Amitabh Bachchan Ji Ki Life:
Amitabh
Bachchan ji ka janam elahabad me ek Hindu Parivar me hua. Unke Pita Dr. Harivansh
Ray Bachchan Kavi the. Amitabh bachchan ji ki padhayi elahabad ke
dyanprabhodani aur boys highschool me complete huyi. Amitabh bachchan ji ne 20
sal ki umar me shipping firm company ki naukari chodkar abhinay (acting) me
apna carrier karane ki than li.
Carrier Ki Shurawat:
Amitabh
bachchan ji ne apne carrier ki shurwat Khawja Aehamad Aabas ke nirdeshan me
bani “Sath Hindustani” movie se ki.
Phir Anand
(1941) naam ki film me us samay ke mashahur kalakar Rejesh Khanna ke sath
kam karane ka mauka mila.
1973 me Prakash
Mehara Ki film Zanzir me Police Inspector Ki bhumika me avsar mila yaha
se unke carrier ne ek naya mod le liya. Is film me unko ek Angry Youngman ke
rup me dikhaya gaya aur usi samay se Amitabh ji Bollywood ki Action hero ban
gaye.
Iske liye unko Sarvshretra
Purush Kalakar Filmfare Puraskar se navaja gaya.
1982 Me Cooli
Film ke duran ek fighting seen me unhe chot lagi. Is film me Amitabh ji ne khud
se stunt kiya tha. Tab unhe kafi problem ko face karana pada tha.
Amitabh ji ne
Nirmata aur singer ke rup me kafi badiya kamgiri ki.
Amitabh ji ka
awaz bahut hi accha tha isliye wo kafi charcha me rahe. Aage Amitabh bachchan
ji ne bahut sari hits films banayi jaise Zanzeer, Mard, Deewar, Don Etc.
Amitabh Bachchan Ji Ko Mile Hue Puraskar:
1. Film Fare
Award
2. Padama
Bhushan
3. Padama Shree
4. Lifetime Achievement
Puraskar
Amitabh Bachchan Ji Hits Films:
Film
Year
Sath Hindustani
1969
Zanjeer
1973
Deewar
1975
Zameer
1975
Sholay
1975
Trishul
1978
Don
1978
Mr. Natwarlal
1979
Kaala Patthar
1979
Dostana
1980
Ram Balram
1980
Yaraana
1981
Andha Kanoon
1983
Coolie
1983
Toofan
1989
Major Saab
1998
Film
Year
Sath Hindustani
1969
Zanjeer
1973
Deewar
1975
Zameer
1975
Sholay
1975
Trishul
1978
Don
1978
Mr. Natwarlal
1979
Kaala Patthar
1979
Dostana
1980
Ram Balram
1980
Yaraana
1981
Andha Kanoon
1983
Coolie
1983
Toofan
1989
Major Saab
1998
Image and Information Source: Wikipedia
Amitabh
Bachchan Ji Hits Dialogue Films:
1."Hum
jaha pe khade ho jaate hein, line wahin se shuru hoti hai." - Kaaliya
2. "Rishte
me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah. " - Shahenshah
3."Don ko
pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai" - Don
4."Pura
naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam,
Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal." - Agneepath
5."Mard ko
dard nahi hota"-Mard
6."Hum
jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya
7."Mai aaj
bhi fake hue paise nahi uthatha"- Deewar
8." Aaj
Khus to Bahut Honge Tum"- Deewar
9."Aaj
Mere Pass Building hai, Property Hai, Bank Balance Hai, Bangala hai, gadi hai
tumare pass kya hai?"- Deewar
Agar aapke pass
koi suggestion ho to niche comment karana na bhule.
0 Comments: