Online coding kaha se sikhe? Agar aap
computer ko koi language (java, html, vb.net, Android) ya computer ka course
sikhana chahate hai to aaj mai aapko kuch websites ke name bataunga jaha pe
jake aap easily online study kar sakate hai. Course sik sakate hai, aur online practice
kar sakate hai.
Mai khud ek
computer science ka student hu. Maine Computer Science Me Bachelor (BCS) Kiya
hai aur abhi Master (MCS) Kar raha hu. Jab bhi mujhe koi dikkat aati hai to mai
internet pe jake in websites ka use karata hu. Aur apne sabhi problems ka
easily solution kar pata hu. Agar aap bhi online sikhana chahate hai to phir is
post ko read kare.
Computer Languages Aur Course Ke Liye ELearning Websites:
Tutorials
points ek behatarin site hai aur isko mai isliye recommend kar raha hu taki ye
site India Me Hyderabad me banayi gayi hai.
Ye site itani
popular hai ki aap ko yaha pe computer se related koi bhi languages, coding sab
mil jata hai. Her ek topic ke liye alag alag tutorial banaya gaya hai. Aur
language itni aasan use ki hai ki har koi easily understand kar sakata hai. Yaha
pe aapko kisi bhi tutorial se related online mcq type test solve karane ko
milati hai.
Turoials Poinst
Pe Niche Ke Tutorials Milenge:
1. Java
Tutorial
2. Programming
Languages:
C Language
C++ Language
D Language
VB.NET
C#
3. Web Development:
Ajax
CSS
Asp.net
Html, Html 5
Java Script
4. Scripting
Languages:
PHP
Java Script, VB
Script,
Perl
5. Databases:
MySQL,
SQLite
6. Android
Tutorial
7. Competitive
Exams
Agar aapko tutorialspoint ka android application chahate hai to aap yaha se download kar sakate hai.
W3 School ek number
one ki website hai computer se related languages aur coding sikhane ke liye.
Iske name se aap samaj sakate hai ki World Wide Web ka school.
W3School par aap
coding sikh sakate hai. Aur koi bhi code run kar sakate hai for example agar
aap C language ka koi program run karana chahate hai to yaha kar sakate hai.
W3 School pe
aap kisi bhi language ki test bhi de sakate hai.
W3 Schools Pe Kya Kya Sikhane Ko Milega:
1. HTML and CSS
2. Java Script
3. Xml tutorial
4. Server Side
Language:
PHP, Asp.net,
Razor etc.
In 2 websites
par hi aapko total computer related course mil jayenge.
3. Java Tutorial:
Agar aap java
language sikhana chahate hai to is site pe aapko java se related sabhi question
ke answer mil jayenge.
Agar aapko koi
aur site ke bare me pata hai to aap niche comment me suggest kar sakate hai
jisse dusare reader ko bhi use site ka use ho sake. Aur agar aapko in course se
related koi aur Jankari chahiye to wo bhi niche comment me aap bata sakate hai.
Ye website see Android phone me computer ya koi website banana Sikh sakte hai
ReplyDelete@Yes, sikh sakate hai.
Delete