BCA, Computer Science Notes & Online Courses Websites



Bca, computer science, MCA in students ke liye online courses aur pdf notes kaha per milegi ye is post me aaj hum janenge. Bahut sare student’s apne subject ke liye pdf notes search karate hai.
BCA, Computer science Notes

Jab bhi hume kahi dikkat aati hai to hum internet ka sahara lete hai. Lekin agar hume acchi websites ke bare me pata nahi hota ki kaha par hume acchi notes mil jaye. To is post me mai aapko pdf online notes, tutorials, wali websites bataunga.
Sabhi universities me bca, cs ke liye lagbhag same hi subjects jaise DBMS, Java, C#, C, C++, ASP.NET, Php, Data structure, Xml, computer fundamental, hote hai, syllabus thoda sa change ho sakata hai. Lekin lagbhag 90% same hi subjects hote hai.


PDF Notes For Computer Science & BCA Students:

Ye meri favorite websites hai. Yaha pe lagbhag sare subjects ki notes offline pdf, online me mil jati hai.



Ye bhi ek acchi websites hai lekin aapko yaha pe jo notes hai wo online hi read karani hogi ise aap offline pdf format me nahi download kar sakate.


3. w3professors.com

W3Professors

Is websites pe aapko notes pdf me download karane ko milegi.
Website pe Koun Koun se subjects ki notes, tutorial available hai:
Tutorial:
C Tutorial, Java Tutorial, Unix Tutorial
Programs:
C, Java, Computer Graphics, Data Structure, Microprocessor, WML Program
Algorithms:
CG, Data Structure Algorithm
Presentation:
Java, Operating System, Computer Network
Unix Commands:


Is site ke name se aapko pata chal jata hai ko yaha pe easy language me notes available hai.
Website pe Koun Koun se subjects ki notes, tutorial available hai:
Introduction to IT
Ms-Office: word, power point
Programming: C, C++, Java Notes and programs
Data Structure: Algorithms
Computer Networks, DBMS, Digital Circuits: Notes, Slides, Quiz’s
Microprocessor: 8085, 8086 Videos, notes, slides.
Web Development: HTML



Site name se pata lag jayega site par bac se related sabhi notes aapko mil jati hai.
Is site ka strong point ye hai ki yaha pe aapko Interviews se related question aur answers milenge.
Website pe Koun Koun se subjects ki notes, tutorial available hai:
Programming: C, C++, Visual Basic, Java Notes
DBMS, Software engineering, computer Graphics, networking, Introduction to System analysis and design, Introduction to MIS, etc.

Yaha pe aapko bca se related sabhi notes semester wise milati hai. Is site pe aapko Semester 1 se lekar Semester 6 tak ki notes available hai.


BCAmaster

Programs:
C, C++, DS, .Net, Java, web design, Php, Asp.net etc.
To upar di gayi site pe aapko pdf notes mil jayegi.
W3 school pe aap online certification bhi kar sakate hai.

Tutorial Kaha Se Sikhe:

Agar aapko kisi programming ki detail knowledge chahiye to aap tutorial point, w3 schools in 2 sites ko prefer kar sakate hai.
Aur agar aapko pass internet ka broadband connection hai to aap YouTube pe jake online tutorial sikh sakate hai.

Hindi Me Notes Available Hai Kya?

Bahut se students kisi bhi subjects notes hindi me search karate hai. Lekin abhi tak to online koi professional site nahi hai jaha pe aapko in subjects ki notes hindi me mil jayegi. Ha lekin aapko kisi blog, site pe individuals hindi me articles mil jayege.
Maine meri site pe Programming Aur HTML ke bare me kuch post hindi me ki hai aap wo read kar sakate hai.
To upar di gayi site pe aapko aap ke subject se related notes mil jayegi. Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye. Aur apne dosto ke sath bhi jarur share kare.


Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

1 comment: