ELearning Websites Computer Coding Aur Languages Sikhane Ke Liye

Online coding kaha se sikhe? Agar aap computer ko koi language (java, html, vb.net, Android) ya computer ka course sikhana chahate hai to aaj mai aapko kuch websites ke name bataunga jaha pe jake aap easily online study kar sakate hai. Course sik sakate hai, aur online practice kar sakate hai.

Computer Course Sikhane Ke Liye Websites

Mai khud ek computer science ka student hu. Maine Computer Science Me Bachelor (BCS) Kiya hai aur abhi Master (MCS) Kar raha hu. Jab bhi mujhe koi dikkat aati hai to mai internet pe jake in websites ka use karata hu. Aur apne sabhi problems ka easily solution kar pata hu. Agar aap bhi online sikhana chahate hai to phir is post ko read kare.



Computer Languages Aur Course Ke Liye ELearning Websites:

Tutorials points ek behatarin site hai aur isko mai isliye recommend kar raha hu taki ye site India Me Hyderabad me banayi gayi hai.
Ye site itani popular hai ki aap ko yaha pe computer se related koi bhi languages, coding sab mil jata hai. Her ek topic ke liye alag alag tutorial banaya gaya hai. Aur language itni aasan use ki hai ki har koi easily understand kar sakata hai. Yaha pe aapko kisi bhi tutorial se related online mcq type test solve karane ko milati hai.






Turoials Poinst Pe Niche Ke Tutorials Milenge:
1. Java Tutorial
2. Programming Languages:
C Language
C++ Language
D Language
VB.NET
C#
3. Web Development:
 Ajax
 CSS
 Asp.net
 Html, Html 5
 Java Script
4. Scripting Languages:
PHP
Java Script, VB Script,
Perl
5. Databases:
MySQL,
SQLite
6. Android Tutorial
7. Competitive Exams





Agar aapko tutorialspoint ka android application chahate hai to aap yaha se download kar sakate hai.

W3 School ek number one ki website hai computer se related languages aur coding sikhane ke liye. Iske name se aap samaj sakate hai ki World Wide Web ka school.
W3School par aap coding sikh sakate hai. Aur koi bhi code run kar sakate hai for example agar aap C language ka koi program run karana chahate hai to yaha kar sakate hai.
W3 School pe aap kisi bhi language ki test bhi de sakate hai.


W3 School Pe Jaye


W3 Schools Pe Kya Kya Sikhane Ko Milega:

1. HTML and CSS
2. Java Script
3. Xml tutorial
4. Server Side Language:
PHP, Asp.net, Razor etc.
In 2 websites par hi aapko total computer related course mil jayenge.


Agar aap java language sikhana chahate hai to is site pe aapko java se related sabhi question ke answer mil jayenge.





Agar aapko koi aur site ke bare me pata hai to aap niche comment me suggest kar sakate hai jisse dusare reader ko bhi use site ka use ho sake. Aur agar aapko in course se related koi aur Jankari chahiye to wo bhi niche comment me aap bata sakate hai.
Previous Post
Next Post

Completed Master Degree in Computer Science.Passionate about Blogging,Make Money and Web-Designing.Best Knowledge of HTML,PHP,.NET,C,C++ and other programming languages. Know More About Me...

Related Posts

2 comments:

  1. Ye website see Android phone me computer ya koi website banana Sikh sakte hai

    ReplyDelete