Hello, Dosto
aaj hum janate hai ki blog me total pageview counter kaise add kiya jata hai.
Kayi baar yesa
ho jata hai ki, hum apne blog pe kitne visitor aaye hai ye blog pe show karana
padata hai, ya karana chahate hai.
To is post me
mai aapko bataunga ki apne blog pe total kitane visitor aaye hai ye kaise show
kiya jata hai, aapko iske liye simple niche di gayi steps ko follow karana hai.
Total Page view / Visitor Counter show Kyon Kare?
Ab aapke man ye
sawal to aaya hoga ki total pageview kyon show kare iska kya fayada hai.
Page view show
karane se aapki site ko professional look mil jata hai.
Jo visitor, reader’s
hai unko pata lag jata hai ki site kitani popular hai. jiske wajah se reader
humari site pe lout kea ate hai, aur iske apni site ka bounce rate kam ho jata
hai.
Total Pageview Kaise Show Kare?
Step 1:
Blogger.com pe
login kare aur blogger dashboard par chale jaye.
Step 2:
Ab blog Layout
me jaye phir -> add gadget -> Blog’s Stats ka widget add kare.
Step 3:
Configure stats
counter:
Ab yaha pe hume
iski setting karani hai.
Title: me aap jo show karan chahe aap dal sakate hai.
Example:
You’re visitor
number
Page views
Blog ke ab tak
ke visitors
Time Period: ab isme aapko koun se page view show karane hai total, pichale 30
din ke ya phir pichale 7 din ke ye select kare.
Style:
Ab yaha pe hume
blog pe number kis tarah ke show karane hai ye select karana hai. Graphs ke
sath number show karana hai ya without graph ke sath show karana hai.
Setting karane
ke bad save karde.
Step 4:
Save
arrangement pe click karde.
Ab aapka blog
open karake dekh le aapke blog pe total pageview, ya visitor show ho rahe
honge.
Isko add karane
se visitor ko samaj me aata hai ki humari site kitni popular hai.
To ab aapki
bari hai, aapke blog me visitor counter add karake jarur dekhe.
Thank’s for
post reading. Agar aapko ye post pasand aayi ho to comment me jarur bataye.
Blogger se reader
humari aur bhi kuch post aap read kar sakate hai:
thanks for this wonderful post.
ReplyDelete#Thanks For Your Valuable Feedback
Deletesir muje blog commenting sites bataiye orr muje blog ko chalate hue 8 month ho chuke h lekin pageview 40-50 hi aate h inko m kese badhau plzz help mee mere site ka addresh h https://kahanikikitab.blogspot.in ye full seo friendly h ki nhi ye bataiye
ReplyDelete@ Sarvesh,
DeleteAapka blog check kiya hai, aap kuch yesi post likho jo log search karate ho, iske liye aap google keyword planner ka use karo, aur seo ko follow karo tabhi aapki traffic increase hogi.
Sir mera Blog check karke bataye ki kaisa hai and template shahi hai ki nhi
ReplyDelete@Hindiv,
DeleteBadhiya hai, aap domain buy karlo.
Sir best domin kaun sa rhega
ReplyDeleteand keya aap domin add kar denge
mere pass pc/laptop nhi hai or na hi best mobile nhi to mai khud hi add kar leta
@Hindiv,
Delete.com best hai,aap apne kisi friend se domain setting karwa lo.