SBI ne net banking ke suvidha start karake humari sabhi mushkilo ko kafi aasan kar diya hai.
Ab na to hume bank ke chakkar lagane ke
jurarat hai, aur na to ghanto tak line me wait karane ka tension. SBI internet
banking ki help se hum money transfer, fixed deposited, online payment
kar sakate hai. sath me hi agar humar ATM kho jane par chorit hone par
within 4-5 minutes ke under hum usko block kar sakate hai.
Bank me Cash deposite karane ke liye ab
ghanto tak wait nahi karna padega kyon ki SBI ne CDM (Cash deposit Machine)
suvidha shuru ki hai, jisse hum cash deposit kar skate hai.
Alos Read: SBI Cash Deposit Machine Kaise Use Kare
SBI internet banking ki help se hum ATM
Debit card ke liye bhi apply kar sakate hai, jiske bare me hum aaj janane ja
rahe hai.
Waise to jab hum online saving account ke
liye aaply kar rahe hote hai tabi hum ATM ke liye bhi apply kar sakate hai.
Magar kisi wajah se aapka pass ATM card nahi
hai ya phir kho gaya hai to ab aapko naya ATM card ke liye bank me jane ki
jarurat nahi hai.
Agar aap ATM Debit card ke liye online apply
karana chahte hai to aapke pass SBI Internet Banking (INB) shuru (enable) honi
jaruri hai. Agar aapke pass Internet banking nahi hai to aap wo bhi online
start kar sakate hai.
Also Read: SBI Internet Banking Kaise Enable/Start Kare
SBI ATM/ Debit Card Ke Liye Online Kaise Apply Kare?
Step 1:
Online sbi ki site ko visit kare aur apne
login id se internet banking ke liye log in kar le.
Ab aapke apne account me E-services option
par click karana hai to upar ki side ko hai.
Left side me ATM Card Services pe
click kare.
Ab Request ATM / Debit Card par
click kar de.
Step 3:
Next step me aapko validation ke liye OTP
pucha jayega. Usme 2 option honge ek to Mobile par OTP ke jariye ya phir aapke
profile password ke jariye.
Aapko jo easy lage usko select kare. Aur
OTP dalkar validate kare.
Step 4:
Next hume apne account se related information
select karani hai.
Account No./ Nice Name : Me aapka jo
account no hai wo select kare.
Name On the Card : Ab ATM/ Debit
card par aapko jo name chahiye wo yaha dale
Select the type of Card : Aapko koun sa
card chahiye uski type select kare.
Terms & condition ko accept kare
aur submit pe cliclk kare.
Step 5:
Ab aapne ATM card ki liye online apply kar
diya hai, Ab card aapko 20-25 din ke under aapke address par mil jayega jo ki
post se aapko bheja jayega.
Jab aapka card aapko receive ho jaye tab
aapko usko activate karana padata hai. Isliye liye hume bank me jane ke koi
jarurat nahi hai hum card online activate kar sakate hai.
Step 7:
Phir se Internet banking ke account me login
kare. E-services par click kare.
ATM card services par click kare. Ab
right side me Active New Card par click kare.
Step 8:
Next window me account number select
kare.
Enter ATM Card Number: Ispar aapne ATM
Card ka 16 digit number dale.
Re-enter ATM card Number: Isme doabar
wahi card number dale.
Ab Activate par click kare.
Online ATM Debit Card Se Related Kuch FAQ’s:
1. New ATM Card KE liye Kab Apply Kar
Sakate Hai?
-> Following reasons hai jinki wajah
se hume card ke liye apply kar sakate hai.
Agar aap pahale Ke ATM card Damage,
Kharab ho gaya hai to aap usse pahale block kare aur phir new card ke liye
apply kare.
Agar aapka card kahi kho gaya hai, ya
chori hua hai.
2. Ek sath 2 card ko apply kar sakate hai ya nahi?
-> nahi kar sakate.
3. Mujhe card kitane din me mil jayega.
-> Wo aapke location par depend hai
lekin card aapko 1 month ke under hi mil jayega.
4."invalid acct type int cat or currency " Error aa raha hai, solution kya hai ?
-> Account type और card type गलत हो रहा है, या mismatch हो रहा है |अगर आपका जनरल यांने सेविंग अकाउंट है तो आप global debit card के लिए अप्लाई नहीं कर सकते | इसके लिए आपको दूसरा कार्ड सलेक्ट कर के देखना होगा |
4."invalid acct
-> Account type और card type गलत हो रहा है, या mismatch हो रहा है |अगर आपका जनरल यांने सेविंग अकाउंट है तो आप global debit card के लिए अप्लाई नहीं कर सकते | इसके लिए आपको दूसरा कार्ड सलेक्ट कर के देखना होगा |
Agar iske alawa bhi aapke man me koi
sawal hai to aap comment me humse puch sakate hai.
umesh bhai sbse accha private bank account kon h jo paypal ko support karta ho aur kya y banka account open karwane k liye y zero balance se khulwa sakte or inisial kuch rupees lagta hain aur y online open ho sakta h kya h
ReplyDelete@ Nicky ji Paypal Sirf International bank ko support karata hai. Mere hisab se to SBI ek acchi bank hai, jo acchi services provide karati hai.
DeleteSr central bank of India me kaise apply kr skte hai
ReplyDeletePlease Sr btaiye....
@ Pavan Mishra,
DeleteAapke pass central bank ki internet banking service activate hai to phir usse aap apply kar sakate hai.
Sir me debit card ke liye apply kar raha hu to sir usme no accounts mapped please try again likh raha hai
ReplyDelete@ Vivek,
DeleteAap upar di gayi step thik se follow kare. Apply ho jayega. Agar phir bhi error aa raha hai, to aap SBI customer care se bat karlo.
I can't apply online sbi debit card. me pura step follow Kia Hu antim me dikha raha ha
ReplyDelete"invalid acct type int cat or currency"
@ Sourav,
DeleteAgar upar di gayi step follow karane par error aaraha hai to aap sbi customer care se baat karlo.
'invalid acct type int cat or currency' muje vi error ahh rahh hai
Delete@ Account type और card type गलत हो रहा है, या mismatch हो रहा है |अगर आपका जनरल यांने सेविंग अकाउंट है तो आप global debit card के लिए अप्लाई नहीं कर सकते |
Deleteइसके लिए आपको दूसरा कार्ड सलेक्ट कर के देखना होगा |
Invalid acct type int cat or currency
ReplyDelete@aapka account type aur debit card galat select ho raha hai, debit card dusara select kariye.
Delete@Rajmal,
ReplyDeletePahale PAN Card link kijiye uske bad try kariye, agar na ho to bank me jakar apply kariye.
i tried for all atm card. it shows invalid ACCT type INT CAT or currency...
ReplyDelete@SBI customer care se contact karo
DeleteHappy ho hi nhi raha hai ak ATM pahle se tha 2 saal ho gay Mila hi nhi or ab usko block bhi Kar Diya to new janret nhi ho rha
ReplyDelete