Aaj kal sabhi log government
job ki taiyaari me lage hue hai, kyon ki government job me security ke sath
bahut acchi salary bhi hoti hai.
Most of the people banking job ki
taiyari me lage hue hai. Kyon ki banking job me hume acchi salary hoti
hai.
To jo log banking ki taiyaari kar
rahe hai, unke liye kuch best aur top android apps ki list aapko yaha di ja
rahi hai, jiski help se aap banking exam ki taiyari kar sakate hai.
In application ki help se aapko
IBPS, PO, Clark jaise Post ka jo syllabus hai uski puri information milegi.
Sath me aapko in app me paper solve karane ko bhi milenge.
Banking Exam Ki Taiyaari Ke Liye Best 5 Apps:
1. Current Affairs GK - IBPS, SBI
Is app ki google play store pe
rating 4.5 hai yaae app bahut hi popular hai.
Features:
1. Current affair ke bare me
janakari milegi.
2. Iska use aap offline bhi kar
sakate hai. Jab aapke pass internet available ho to sirf aapko iskko update
karana taki new question isme update ho jaye.
3. Model practice paper aapko isme
milenge.
4. Current Affairs aapko niche
di gayi categories me milegi:-
National events
International events
Business and economy
Science and technology
Monthly GK Digest
Banking Awareness
Computer Awareness
EBooks
5. Aapko isme PDF notes bhi
milengi.
Google Play Store Download Link
2. No. 1
Banking & SSC prep app
Iski rating 4.5 hai yane banking
ke liye ye bhi accha app hai.
Features:
1. Ye application English aur
Hindi Dono Language me available hai.
2. Best current affairs ke bare me
Jankari aapko isme milegi.
3. Quizzes: Isme Quantitative
Aptitude, Reasoning, English, Banking, Current Affairs, Computer Knowledge Par
aadharit quiz milenge.
4. Learning Videos:
Is app me aapko study material ke
sath video bhi milenge.
5. Offline bhi istmal kar sakate
hai.
6. Discussion Forum: Aap apni
query, suggestion, forum me discuss kar sakate hai.
Google Play Store Download Link
3. SSC, Bank
PO & Railway Exam GK
Google play par rating 4.1 hai.
Features:
1. Available in Hindi and English
2. Government job alert,
notification bhi aapko iske jariye milegi.
3. Current affairs ke question
daily update hote hai.
4. Large question bank is
application me aapko dekhane ko milegi.
Google Play Store Download Link
4. IBPS Clerk&PO Exam
Preparation
Google play store par rating 4
star hai.
Features:
1. Isme aapk ye subject cover kiye
jayenge. Mathematics, Quantitative Aptitude, Computers, Science,
History/Geography, Polity etc.
2. Course material professional ke
dwara update kiya jata hai.
3. Current affairs, banking news
ke update aapko milegi.
Google Play Store Download Link
5. IBPS Exam
Training
Google play store par rating 4
star hai.
Features:
1. Isme sirf aapko IBPS se related
question hi milenge.
2. MCQ types question aapko
milenge.
Google Play Store Download Link
To in 5 apps ko aap apne mobile me
install karle aur ek baar use karake jarur bataye.
0 Comments: