Hello, Dosto agar aap slow
downloading speed ki wajah se pareshan hai to is post ko jarur read kare.aaj
mai aapko ye bataunga ki android mobile ke liye free me koun se download
manager hum use kar sakate hai.


Download Manger Kya Hota Hai?
Download Manager ek software ya
application hota hai jo design kiya gaya hai sirf files ko fastly download
karane ke liye . Aap is software ki madad se files ko download, resume, pause
kar sakate hai. Humare browser me inbuilt download manager hote hai but wo
speed nahi dete hai aur to aur kayi browser files ko resume support nahi karate
yane agar aapki file network problem se pause, ho jati hai to aapko wo phir se
download karani padati hai.
Lekin download manager kya karata
hai kitni bhi badi file ho uske chote chote part me divide karake download
karata hai. Aur aap iske jariye files, ko resume, pause kar sakate hai.
Waise to aapko google play store pe
kayi download manager mil jayenge but unme se top, best aur free ke download
manager unke features ke sath niche diye hai.
Top Free Download Manager For Android:
1. Turbo Download Manager:

Features:
1.
Kitani bhi badi file size ho aap download kar sakate hai.
2. Files download ho jane ke bad
notification.
3. Download history check kar sakate
hai.2. Downloader:

Features:
1. Download Multiple Files At a
time.
2. Resume, Pause Facility
2. Resume, Pause Facility
3. Support Google, yahoo, YouTube
search.
3. Advanced Download Manager:
Ye bhi ek badiya download manager hai. Isko ADM bhi kaha jata hai. Ye kahi browser ko inbuilt support karata hai. Jaise Chrome agar aap chrome se koi files download karana chahate hai to wo directly is download manager se download kar sakate hai. Aapko file kaha save karani hai ye bhi aap choose kar sakate hai.
Features:
1. Sound and vibration notification download complete ho jane ke bad.
2. Resume aur pause facility
3. Support Lager Files
4. Download Manager:
Ye Sabhi files support karata hai jaise APK, RAR, ZIP, Mp3 etc.
Features:
1. Auto Suggestion from History
2. Ye java scripts, html 5 and
videos ko support karata hai.
3. Download Manager aur File Manager
Se Files Manage kar sakate hai.
4. Resume, Pause Facility is
available.
5. Download Accelerator Plus:

Features:
1. Multiple Files Download At a
time.
2. Pause and Resume Support hai.
3. Smart Error handling.To dosto isme se aap koi bhi download manager download karke use kar sakate hai. Jab aap koi hd movie download karate hai to use bade movie ka pause, resume karake aap easily download kar sakate hai.
0 Comments: