Google Chrome Tips & Tricks in Hindi. Everyone should know this google chrome tips. Google chrome
sabse jayada use hone wala computer ya laptop ka brower hai. India me hi nahi
bulki sare world me google chrome bahut hi popular browser hai.
Sabhi expert, aur professional google chrome use karane ko hi recommend karate hai. Aaj hum google chrome ki kuch tips aur tircks ke bare me janenge jo isse pahale aapni kabhi use nahi ki hogi.
Sabhi expert, aur professional google chrome use karane ko hi recommend karate hai. Aaj hum google chrome ki kuch tips aur tircks ke bare me janenge jo isse pahale aapni kabhi use nahi ki hogi.
Google Chrome Tips and Tricks:
1. Incognito
Windows (Control + Shift + N)
Incognito yane
agar aap browser me jo website dekh rahe hai wo agar aap kisi se chupana
chahate hai to aapko google chrome “Control + Shift + N” dabakar incongnito me
open kare.
Ab yaha se aap
jo bhi website browse karnege uski history browser me nahi dikhayi degi. Aur
agar aap incognito me agar koi website ko bookmark karate hai to wo waise hi
rahegi. Aur jo files aapne download ki hai wo bhi waise hi rahegi.
2. Bookmark:
(Control +D)
Agar aapko bar
bar kisi website ki jarurat padati hai to use aap bookmark me save kar sakate
hai. Bookmark me save karane ke fayda ye hai ki aap jab us website ko dobara
open karana chahenge to aapko use website ka address dalane ki jarurat nahi
hai. Sirf us bookmark pe chale jaye aur use open kare.
Site ko bookmark
me save karane ke liye aapko url ko samane star ka symbol dikhayi dega uspe
click karke bhi aap bookmark kar sakate hai ya keyboard se “Control + D ” key
dabakar bhi kar sakate hai.
3. Download
Folder: (Control +J)
Agar aapko apne
jo files download ki hai wo dekhani hai to keyboard se Control + J key press
kar to aapko windows me aapki download ki gayi files dikhayi degi.
4. Task Manager
(Shift + Esc)
Agar aapko
google chrome ka task bar open karana hai to aapko sirf keyboard se Shift+Esc
key ko press karana hai.
5. New Tab
(Control +T):
Agar aapko
google chrome me koi new tab open karani hai to aapko keyboard se “Control +T”
Key ko press karana hai.
6. Find (Control+F):
Agar aapko
webpage me kuch find karana hai to keyboard pe se control + F key press kare
aur us search box me aapko jo search karana hai wo dal de. Kabhi kabhi kya ho
jata hai hum result dekh rahe hote hai. Usme 100 se bhi Jayda pages hote hai
usme agar hume apna naam find karana hai to bahut time lagega isliye hume is
shortcut key ka use karana hai.
7. History
(Control+H):
Agar hume apne
browser ki history open karani hai, ya history clear karani hai to aapko google
chrome me control+H key press kare aapko history ki tab open ho jayegi.
8. Save (Control+S):
Agar hume koi
webpage save karane hai to iske liye bahut hi simple shortcut key hai, apne
keyboard se control+S key press kare aur hume jaha webpage save karana hai waha
kar sakate hai.
9. Bookmark Bar
(Control+Shift+B):
Kabhi kabhi kya
ho jata hai hum bookmark to save kar dete hai par humare browser me hume
dikhayi nahi deta hai. Hume bookmark dekhane ke liye bookmark bar show karana
padata hai. Bookmark bar show karane ke liye hume Control+Shift+B is key ko
dabana hai. Humare browser me bookmark bar show karane legega.
10. Print
(Contorl+P):
Kabhi kabhi kya
ho jata hai hum internet pe notes read karate hai. Aur us notes ki print out
lene ki jarurat pad jati hai. Agar hume webpage ki printout leni hai to simply control+P
key press kare aur print pe click kar de. Aapko webpage ki print out mil
jayegi.
To dosto isse
pahale kya kabhi aapne is shortcut keys ka use karake dekha hai kya? Nahi to ek
bar jarur use karake dekhe.Aur hume bhi bataye ki ye tips aapko kaisi lagi.
0 Comments: